SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-zaar"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-zaar"
Ghazal
aisaa ilaaj-e-habs-e-dil-e-zaar chaahiye
ik dar fasiil-e-jaa.n me.n havaa-daar chaahiye
Azeem Haider Syed
Ghazal
arz-e-ahvaal-e-dil-e-zaar karuu.n yaa na karuu.n
ishq se apne KHabar-daar karuu.n yaa na karuu.n
Shuoor Bilgrami
Ghazal
yaar aayaa hai ahvaal-e-dil-e-zaar dikhaa.o
iisaa ko zaraa haalat-e-biimaar dikhaa.o
Rind Lakhnavi
Ghazal
asar-e-aah-e-dil-e-zaar kii afvaahe.n hai.n
ya.anii mujh par karam yaar kii afvaahe.n hai.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
shoKHii-e-dard-e-dil-e-zaar gul-e-naGma hai
us kaa har lahja-e-guftaar gul-e-naGma hai
Nirmal Nadeem
Ghazal
kis qadar zaKHm-e-dil-e-zaar ne khaa.e hai.n abhii
laaf-zan mil ke mire yaar se aa.e hai.n abhii
Masood Qureshi
Ghazal
sochtaa huu.n ki dil-e-zaar kaa matlab kyaa hai
ek ha.nste hu.e biimaar kaa matlab kyaa hai
Vikram Sharma
Ghazal
ai dil-e-zaar likho jaanib-e-jaanaa.n kaaGaz
haal kaa likhte hai.n fuqaraa suu-e-sultaa.n kaaGaz
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Javed Vashisht
Ghazal
ham ne tirii KHaatir se dil-e-zaar bhii chho.Daa
tuu bhii na hu.aa yaar aur ik yaar bhii chho.Daa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Ghulam Abbas Saghar
Ghazal
ham jinhe.n haal-e-dil-e-zaar sunaane nikle
un ke to aur alamnaak fasaane nikle
Hasan Nawab Hasan
Ghazal
aage kuchh us ke zikr-e-dil-e-zaar mat karo
sab KHairiyat hai us se kuchh iz.haar mat karo
Qayem Chaandpuri
Ghazal
apnaa to dil-e-zaar hai daanaa.ii se KHaalii
naadaan se naadaan manaayaa nahii.n jaataa
Sulaiman Jazib
Ghazal
dosto haal-e-dil-e-zaar zaraa us se kaho
kam na ho is me.n zaraa balki sivaa us se kaho
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
kab hai manzuur ki yuu.n jins-e-dil-e-zaar bike
par ye vo shai hai na bechuu.n bhii to sau baar bike
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
maahaul-e-dil-e-zaar abhii kyaa thaa abhii kyaa hai
ye shahr bhii hairat-kada-e-hosh-rubaa hai
Abdullah Khalid
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
qaabil-e-sharh miraa haal-e-dil-e-zaar na thaa
sun.ne vaale to bahut the ko.ii Gam-KHvaar na thaa