SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-zaar"
Nazm MATCHES FOR "dil-e-zaar"
Nazm
tanhai
phir ko.ii aayaa dil-e-zaar nahii.n ko.ii nahii.n
raah-rau hogaa kahii.n aur chalaa jaa.egaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
ye faqr dil-e-zaar kaa ivazaana bahut hai
shaahii nahii.n maa.nge.nge vilaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye kaun aaya
ramnaa dil-e-'inshaa' kaa ab teraa Thikaanaa ho
ab ko.ii bhii suurat ho ab ko.ii bahaanaa ho
Ibn e Insha
Nazm
darwaza khula rakhna
dil dard kii shiddat se KHuu.n-gashta o sii-paara
is shahr me.n phirtaa hai ik vahshii-o-aavaara
Ibn e Insha
Nazm
nukta
bikhrii na ko.ii zulf na raushan hu.ii.n raate.n
mai.n so gayaa kar ke dil-e-zaar se baate.n
Naseer Parwaz
Nazm
phir sham hui
dosto.n ne bhii chho.Dii hai.n dil-daariyaa.n
aaj vaqf-e-Gam-e-ulfat-e-raa.egaa.n
Ibn e Insha
Nazm
dil-ashob
dil haath se is ke vahshii hiran kii misaal gayaa
ham ahl-e-vafaa ranjuur sahii, majbuur nahii.n
Ibn e Insha
Nazm
id ke roz
qurb thaa baa.is-e-aazaar to phir ai dil-e-zaar
duur rah kar bhii mujhe yaad na aa.e ko.ii
Jaleel Qidwai
Nazm
manazir-e-sahar
kyaa ruuh-fazaa jalva-e-ruKHsaar-e-sahar hai
kashmiir dil-e-zaar hai firdaus-e-nazar hai