SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-fareb"
Ghazal MATCHES FOR "dil-fareb"
Ghazal
har nukta-e-butaa.n hai adaa saaz-e-dil-fareb
KHaalii nahii.n tarab se ye hai naaz-e-dil-fareb
Lutfunnisa Imtiyaz
Ghazal
naadaan dil-fareb mohabbat na khaa kabhii
duniyaa me.n kis ne kii hai kisii se vafaa kabhii
Rifat Sultan
Ghazal
jalvo.n ke dil-fareb nazaare nazar me.n hai.n
dariyaa-e-rang-o-nuur ke dhaare nazar me.n hai.n
Inam Thanvi
Ghazal
qadam qadam pe yahaa.n dil-fareb dhokaa hai
isii fareb-e-musalsal kaa naam duniyaa hai
Raushan Laal Raushan
Ghazal
raate.n vo dil-fareb bahaare.n vo KHvaab kii
piirii me.n yaad aa.ii hai.n baate.n shabaab kii
Zabt Sitapuri
Ghazal
ye dil fareb-e-tamannaa me.n be-qaraar kiyaa
yahii hai jurm jise ham ne baar-baar kiyaa
Saba Alam Shah
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bachpan hii se the rashk-e-hasiinaan-e-dil-fareb
ahd-e-shabaab un kaa Gazab dil-nashii.n hai ab
Rauf Yasin Jalali
Ghazal
naazaa.n hai.n josh-e-husn pe gul-haa-e-dil-fareb
joban dikhaa rahaa hai ye aalam ubhaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
dekh ai shauq-e-nazar nazzaara-haa-e-dil-fareb
parda-haa-e-jur.at-aamoz us ke mahmil se pare
Daud Ghazi
Ghazal
ai husn-e-dil-fareb zaraa der ko fareb
karne lagaa hai hijr pareshaan al-amaan
Iftikhar Haidar
Ghazal
zindaan-e-dahr hai mujhe ik qasr-e-dil-fareb
apnii hii KHvaahishaat kaa aisaa asiir huu.n
Haqeer Jahani
Ghazal
apnaa alag mizaaj thaa chup-chaap kaaT dii
mai.n shahr-e-dil-fareb kii ziinat nahii.n banaa
Asim Bukhari
Ghazal
har samt paa rahaa huu.n vahii ra.ng-e-dil-fareb
haatho.n me.n kufr ke miraa iimaa.n hai kyaa karuu.n
Behzad Lakhnavi
Ghazal
kuchh zard zard patte nishaa.n jo KHizaa.n ke hai.n
naira.ng-e-dil-fareb ye sab aasmaa.n ke hai.n
Yagana Changezi
Ghazal
vo zaKHm chaahtaa huu.n mai.n ai husn-e-dil-fareb
jis ko tirii nigaah bhii achchhaa na kar sake