SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-fareb"
Nazm MATCHES FOR "dil-fareb"
Nazm
yaad-goi
griishm kii dil-fareb raatrii
kyaa ho.D lagaa kar khile hai.n amaltaas aur madhu-maaltii
Sudhanshu Firdaus
Nazm
dil-e-yas KHu
magar ye saare manaazir-e-dil-fareb mere athaah Gam ko miTaa na paa.e
Krishn Murari
Nazm
uDne wale phul
ghaas par dekho in kii aaraa.ish
kaisii hai dil-fareb zebaa.ish
Mehr Hasan Amritsari
Nazm
koi tagore ki kawita hai
dard ke dil-fareb rishte me.n
jaise ga.ngaa chanaab se uljhe
Ikram Basra
Nazm
ek aarzu
ho dil-fareb aisaa kohsaar kaa nazaara
paanii bhii mauj ban kar uTh uTh ke dekhtaa ho
Allama Iqbal
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
nau-KHez dil-fareb gul-andaam naaznii.n
aariz pe jin ke baar ho daaman nigaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
rangin titliyan
ye Gol titliyo.n kaa gulshan kii Tahniyo.n par
KHushiyaa.n luTaa rahaa hai ye dil-fareb manzar
Abdul Qadir
Nazm
hujum-e-arzu
armaa.n husuul-e-‘aish kaa dar-asl 'aish hai
manzil se dil-fareb hai manzil kii aarzuu
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Nazm
lauT aa
kashmiir ke dil-fareb nazaaro.n ke baare
kashmiir ke za.afraan-zaaro.n ke baare
Robeena Meer
Nazm
ye yaqin ye guman
kanaar-e-aab sar-e-shaam aa ke baiThaa huu.n
nazar me.n ek ajab dil-fareb manzar hai
Daud Ghazi
Nazm
koyal
mausam-e-sarmaa me.n ai sarmaaya-e-sabr-o-shakeb
be-sadaa teraa pas-e-parda thaa saaz-e-dil-fareb
Suroor Jahanabadi
Nazm
hubb-e-watan
ai pahaa.Do.n kii dil-fareb fazaa
ai lab-e-juu kii ThanDii ThanDii havaa