SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa"
Ghazal MATCHES FOR "dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa"
Ghazal
dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa
mauj-e-KHiraam-e-yaar bhii kyaa gul katar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
suujhtaa hai haath se is naa-tavaanii ke 'nasiir'
rafta rafta ho.nge ik din paa.emaal-e-naqsh-e-paa
Shah Naseer
Ghazal
aa.nkho.n ko naqsh-e-paa tiraa dil ko Gubaar kar diyaa
ham ne vidaa-e-yaar ko apnaa hisaar kar diyaa
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
jab dil kii rahguzar pe tiraa naqsh-e-paa na thaa
jiine kii aarzuu thii magar hausla na thaa
Ada Jafarey
Ghazal
e.ajaaz-e-dil-farebii-e-andaaz dekhnaa
har har adaa pe mujh ko gumaan-e-nazar rahaa
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Johar Siddiqi
Ghazal
sadiyo.n se dha.Daktii hu.ii ik chaap thii dil me.n
ek ek gha.Dii suurat-e-naqsh-e-kaf-e-paa thii
Khursheed Rizvi
Ghazal
tiraa iraada mubaarak tujhe magar ai dil
ye naqsh-e-paa agar us kaa hii naqsh-e-paa na hu.aa
Safi Aurangabadi
Ghazal
Abhay Kumar Bebak
Ghazal
dil kaa suraaG kyaa ki jahaa.n tak nigaah kii
naira.ng-e-naqsh-e-rafta-e-paa-e-faraar thaa
Zeb Ghauri
Ghazal
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Ghazal
ye naqsh-e-paa-e-naaz hai ik sham-e-husn kaa
dil se lagaa.e baiThe hai.n daaG-e-jigar ko ham
Nazeer Hussain Siddiqui
Ghazal
ye naqsh-e-paa-e-naaz hai ik sham’-e-husn kaa
dil se lagaa.e baiThe hai.n daaG-e-jigar ko ham