SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-kash"
Ghazal MATCHES FOR "dil-kash"
Ghazal
Dil Sikandarpuri
Ghazal
jis pe hai dil fidaa miraa jo hai mujhe e.azaaz
us ke bhii dil me.n kaash mohabbat zaraa sii ho
Kash Kannauji
Ghazal
mujhe yaqiin hai vo saath chho.D degaa ‘kaash’
vo phir se to.Degaa ye dil miraa kahe.n kis se
Kash Kannauji
Ghazal
shahr-e-dil kaash ki ik shahr-e-tamannaa hotaa
yaar is dasht me.n ko.ii to sahaaraa hotaa
Asif Bilal
Ghazal
'mus.hafii' tere sher-e-dil-kash ko
ab to lagtaa nahii.n kamaal kaa sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ai kaash kabhii qaid bhii hotaa mire fan me.n
vo naGma-e-dil-kash ki hai aavaara pavan me.n
Bashar Nawaz
Ghazal
me.araaj hai me.araaj tire zauq-e-nazar kii
har manzar-e-dil-kash yahii kahtaa hai udhar dekh
Guhar Khairabadi
Ghazal
zindagii naGma-e-dil-kash hai magar ai naadaa.n
tuu ne siikhaa hii nahii.n aah-o-fuGaa.n ke aage
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
uf ye iz.haar-e-taGaaful kii adaa-e-dil-kash
phir zaraa kahiye ki haa.n kah to diyaa yaad nahii.n
Bismil Dehlavi
Ghazal
vo bahaar kaash aa.e vo chale havaa-e-dil-kash
ki qafas pe phuul barse.n mirii shaaKH-e-aashiyaa.n se
Faza jalandharii
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jaraahat bhii jaa.n-baKHsh marham bhii dil-kash
dil-aazaariyaa.n bhii hai.n Gam-KHvaariyaa.n bhii
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
haa.e dil-kash vo adaa.e.n vo dil-aavez nazar
jin me.n uljhe rahe aur 'umr ga.nvaa.ii ham ne