SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "dilaa.e.n"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jis ne daanista kiyaa ho nazar-andaaz 'vasiim'
us ko kuchh yaad dilaa.e.n to dilaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
va.ade the be-shumaar magar ai mizaaj-e-yaar
ham yaad kyaa dilaa.e.n nazaakat yahii to hai
Syed Hashim Raza
Ghazal
jaan dii kis ke liye ham ye bataa.e.n kis ko
kaun kyaa bhuul gayaa yaad dilaa.e.n kis ko
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
un kii jafaa.e.n yaad dilaa.e.n tamaam raat
vo din bhii ho ki un ko sataa.e.n tamaam raat
Riyaz Khairabadi
Ghazal
tere vaade jo tujhe yaad dilaa.e.n zaalim
haa.e maazii ke vo lamhaat kahaa.n se laa.uu.n
Shevan Bijnauri
Ghazal
yaqiin kaise dilaa.e.n vafaa-shi.aarii kaa
dilo.n ko chaak kare.n yaa ki ham jigar khole.n
Ghazanfar
Ghazal
abhii hai vaqt chalo raabta bahaal kare.n
dilaa.e.n yaad use ahd-e-paa.edaar kii baat
Munir Anwar
Ghazal
qasme.n na baar baar dilaa.e.n to kyaa kare.n
iqraar saa ko.ii tiraa iqraar bhii to ho
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
vo dilaa.e.n to jafaa.o.n ke tasalsul kaa yaqii.n
is se ba.Dh kar ko.ii in.aam-e-vafaa kyaa hogaa
Shahid Siddiqui
Ghazal
ahd-e-vafaa na yaad dilaa.e.n to kyaa kare.n
ham un ko haal-e-dil na sunaa.ii.n to kyaa kare.n
Ashraf Rafi
Ghazal
dilo.n ko luuTne vaalii adaa bhii yaad nahii.n
vafaa kaa zikr hii kaisaa jafaa bhii yaad nahii.n
Rishi Patialvi
Ghazal
na jaane kitne dilo.n se uma.nD pa.De aa.nsuu
KHudaa kare ye miraa saaz be-sadaa ho jaa.e
Naseer Koti
Ghazal
us shaKHs ko yaqiin dilaa.e.n to kis tarah
har shaKHs ko agarche yaqii.n hai ye 'ishq hai
Nomaan Shauque
Ghazal
ye nayaa zulm hai yaarab ki unhii.n kaa va.ada
ham unhe.n yaad dilaa.e.n vo kahe.n yaad nahii.n
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
ehsaas kyaa dilaa.e.n ham apne vajuud kaa
ham se na-jaane kitne lage hai.n qataar me.n
Shareef Munawwar
Ghazal
ab kise yaad dilaa.e.n tire aa.nchal kii namii
ik gavaahii thii vahii ishq ke paimaano.n me.n
Saifi Premi
Ghazal
kise yaqiin dilaa.e.n ki ham bhii zinda hai.n
anaa ke zaKHmii KHudaa indimaal se bhii ga.e
Javed Akram Farooqi
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke