SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilaa.e.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dilaa.e.n"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jis ne daanista kiyaa ho nazar-andaaz 'vasiim'
us ko kuchh yaad dilaa.e.n to dilaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
va.ade the be-shumaar magar ai mizaaj-e-yaar
ham yaad kyaa dilaa.e.n nazaakat yahii to hai
Syed Hashim Raza
Ghazal
jaan dii kis ke liye ham ye bataa.e.n kis ko
kaun kyaa bhuul gayaa yaad dilaa.e.n kis ko
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
un kii jafaa.e.n yaad dilaa.e.n tamaam raat
vo din bhii ho ki un ko sataa.e.n tamaam raat
Riyaz Khairabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dilaa.e.n"
Ghazal
tere vaade jo tujhe yaad dilaa.e.n zaalim
haa.e maazii ke vo lamhaat kahaa.n se laa.uu.n
Shevan Bijnauri
Ghazal
yaqiin kaise dilaa.e.n vafaa-shi.aarii kaa
dilo.n ko chaak kare.n yaa ki ham jigar khole.n
Ghazanfar
Ghazal
abhii hai vaqt chalo raabta bahaal kare.n
dilaa.e.n yaad use ahd-e-paa.edaar kii baat
Munir Anwar
Ghazal
qasme.n na baar baar dilaa.e.n to kyaa kare.n
iqraar saa ko.ii tiraa iqraar bhii to ho
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
vo dilaa.e.n to jafaa.o.n ke tasalsul kaa yaqii.n
is se ba.Dh kar ko.ii in.aam-e-vafaa kyaa hogaa
Shahid Siddiqui
Nazm
nazm
use chaahe.n to aa.he.n
dil kii sab raahe.n dhu.e.n se tiira-o-taariik kar Daale.n
Mohammad Izhar ul Haq
Nazm
bayaz-e-dil
dilaa.e.n laakh yaqiin ham magar vo kyo.n maane
jo baat ghar se chalegii har ek suu hogii


