SEARCH RESULTS
Showing search results for "din-ba-din"
Ghazal MATCHES FOR "din-ba-din"
Ghazal
din-ba-din safha-e-hastii se miTaa jaataa huu.n
ek jiine ke liye kitnaa maraa jaataa huu.n
Sardar Saleem
Ghazal
terii badal rahii hai jo guftaar din-ba-din
detaa hai be-sabab hame.n aazaar din-ba-din
Mohsin Kashmiri
Ghazal
Vipin Suneja Shayeq
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
din-ba-din ghaTtii hu.ii umr pe naazil ho jaa.e
ik badan aur mirii ruuh ko haasil ho jaa.e
Nomaan Shauque
Ghazal
din-ba-din ab lutf teraa ham pe kam hone lagaa
yaa to thaa vaisaa karam yaa ye sitam hone lagaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
tum kyaa ga.e ki saaraa zamaana chalaa gayaa
vo raat-din nahii.n hai.n vo shaam-o-sahar nahii.n
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
din-ba-din rog ye ba.Dhtaa hii chalaa jaataa hai
din-ba-din tuu merii buniyaad hu.ii jaatii hai
Gyanendra Vikram
Ghazal
Tasleem Fazli
Ghazal
Sharar Dehlvi
Ghazal
Aashufta Changezi
Ghazal
din ba-din hote tamaasho.n ko karaamaat likho
saanehe jitne hai.n sadmaat kaho achchhe hai.n
Nawaid Anjum
Ghazal
na.e Gamze na.e andaaz nazar aate hai.n
din-ba-din husn ke e.ajaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
gardish hamaare saamne aatii hai din-ba-din
vo hii puraanaa roz kaa qissa liye hu.e