SEARCH RESULTS
Showing search results for "din-raat"
Ghazal MATCHES FOR "din-raat"
Ghazal
tum kyaa ga.e ki saaraa zamaana chalaa gayaa
vo raat-din nahii.n hai.n vo shaam-o-sahar nahii.n
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
din raat kis kii yaad thii kaisaa malaal thaa
sadqe me.n kuchh to bol tuu kyaa tujh pe haal thaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
phaTii mashke.n liye din-raat dariyaa dekhne vaale
bayaabaa.n ban ga.e paanii ziyaada dekhne vaale
Faqeeh Haidar
Ghazal
chhoTe ba.De bure bhale din raat ke liye
har shai hai sirf suurat-e-haalaat ke liye
Naseem Abbasi
Ghazal
junuun kartaa hai din-raat paa.emaal mujhe
havaa-e-shahr mire dasht se nikaal mujhe
Rahat Hasan
Ghazal
gardish me.n liye phirte hai.n din-raat mujhe bhii
darpesh hai.n tum jaise hii haalaat mujhe bhii
Ghazal
jhilmilaate hu.e din-raat hamaare le kar
kaun aayaa hai hathelii pe sitaare le kar
Aalok Shrivastav
Ghazal
tanhaa.ii se hai sohbat din raat judaa.ii me.n
kyaa KHuub guzartii hai auqaat judaa.ii me.n
Joshish Azimabadi
Ghazal
karb kii aag me.n din-raat pighalte rahiye
karvaTe.n dard ke bistar pe badalte rahiye
Aslam Aazad
Ghazal
ek din raat ke girye kaa latiifa honaa
yaa'nii jaaduu hai ko.ii hijr puraanaa honaa
Asim Qamar
Ghazal
zamaa.n ke rang me.n din-raat kyaa milaataa gayaa
mai.n apne vaqt se auqaat kyaa milaataa gayaa
Syed Tahir
Ghazal
mai.n sochtaa rahtaa huu.n ye din-raat musalsal
hotii rahe ab un se mulaaqaat musalsal
Ali Yawar
Ghazal
juz tire ko.ii bhii din raat na jaane mere
tuu kahaa.n hai magar ai dost puraane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
bojh uThaa.e hu.e din raat kahaa.n tak jaataa
zindagaanii me.n tire saath kahaa.n tak jaataa