SEARCH RESULTS
Showing search results for "dirham"
Ghazal MATCHES FOR "dirham"
Ghazal
ko.ii diinaar na dirham na riyaal achchhaa hai
jo zaruurat me.n ho maujuud vo maal achchhaa hai
Adeem Hashmi
Ghazal
ham ne muddat se ulaT rakkhaa hai kaasa apnaa
dast-e-daadaar tire dirham-o-diinaar pe KHaak
Irfan Siddiqi
Ghazal
ik tasht me.n rakkhii hu.ii farmaan-ravaa.ii
ik tasht me.n hai.n dirham-o-diinaar sipaahii
Komal Joya
Ghazal
kahaa.n ga.e vo KHudaayaan-e-dirham-o-diinaar
ki ik dafiina-e-dasht-e-balaa ko jaataa huu.n
Sarvat Husain
Ghazal
aa.nkh ke la.Dte tirii aashob saa barpaa hu.aa
zulf ke dirham hu.e ik jam.a barham ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
daulat-e-ishq se ham kaam chalaate the miyaa.n
bas yahii dirham-o-diinaar hu.aa karte the
Azhar Abbas
Ghazal
sach to ye hai ki mire paas hii dirham kam hai.n
varna is shahr me.n is darja giraanii bhii nahii.n
Khalid Karrar
Ghazal
sochaa thaa tum ne dirham-o-diinaar de.nge log
sar kaaT de.nge phir tumhe.n dastaar de.nge log
Nasir Amrohvi
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
pii ke sochaa ki KHariide.nge Gam-e-duniyaa bhii
tai hu.e daam to dirham bhii nahii.n saath apne
Sulaiman Areeb
Ghazal
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
ham saKHii dirham-o-diinaar liye phirte hai.n
shahr-e-naadaar me.n ab ko.ii savaalii bhii nahii.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
Saleem Siddiqui
Ghazal
aap kyaa dirham-o-diinaar liye phirte hai.n
ham to Thukraa bhii chuke taKHt-e-sulaimaanii tak
Shoaib Nizam
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
dirham-o-diinaar ke hamraah aksar besh-tar
jaan kaa bhii de chuke hai.n log nazraana abhii
Shauq Bahraichi
Ghazal
mataa-e-dirham-o-diinaar par nahii.n mauquuf
mai.n so gayaa to mire KHvaab tak churaa.e ga.e