SEARCH RESULTS
Showing search results for "do-chaar"
Ghazal MATCHES FOR "do-chaar"
Ghazal
vasl ke do-chaar lamhe roz gin-gin dekhnaa
rah gayaa thaa zindagii me.n kyaa yahii din dekhnaa
Gyanendra Vikram
Ghazal
roz KHuu.n hote hai.n do-chaar tire kuuche me.n
ek ha.ngaama hai ai yaar tire kuuche me.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
do-chaar kyaa hai.n saare zamaane ke baavajuud
ham miT nahii.n sake.nge miTaane ke baavajuud
Nawaz Deobandi
Ghazal
do-chaar dosto.n kii nazar lag ga.ii mujhe
varna kisii ke saath kii 'aadat na thii mujhe
Gaurav Trivedi
Ghazal
us ko dekhaa thaa faqat do-chaar lamho.n ke liye
ho ga.e tanhaa jahaa.n me.n kitnii sadiyo.n ke liye
Saleem Betab
Ghazal
miyaa.n do chaar din kii ye hamaarii zindagaanii hai
yahaa.n zinda rahegaa kaun sab ko maut aanii hai
Minhaj Khan
Ghazal
ham se do-chaar bazm me.n dhyaan aur kii taraf
aa.nkh is taraf lagaa.ii hai kaan aur kii taraf
Shad Lakhnavi
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
paikar-e-KHaakii ye maanaa maut se do-chaar hai
zindagii teraa magar rasta bahut dushvaar hai
Tauqeer Zaidi
Ghazal
do-chaar sitaare hii mirii aa.nkh me.n dhar jaa
kuchh der to ai saa.at-e-shab mujh me.n Thahar jaa
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
bech dii kyuu.n zindagii do-chaar aane ke liye
ek do lamha to rakhtaa muskuraane ke liye
ShivKumar Bilgrami
Ghazal
nazar aa jaate the do chaar kahii.n bastii me.n
ab to ko.ii bhii nahii.n KHaak-nashii.n bastii me.n