SEARCH RESULTS
Showing search results for "dobaara"
Ghazal MATCHES FOR "dobaara"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
ek chehre me.n to mumkin nahii.n itne chehre
kis se karte jo ko.ii ishq dobaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n mohabbat miraa vo haal kare
ki KHvaab me.n bhii dobaara kabhii majaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
tere chehre kii kashish thii ki palaT kar dekhaa
varna suuraj to dobaara nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
bhar jaa.e.nge jab zaKHm to aa.uu.ngaa dobaaraa
mai.n haar gayaa jang magar dil nahii.n haaraa
Sarvat Husain
Ghazal
pahle hii lazzat-e-inkaar se vaaqif nahii.n jo
us se inkaar dobaara bhii nahii.n ho saktaa
Saleem Kausar
Ghazal
ik safar me.n ko.ii do baar nahii.n luT saktaa
ab dobaara tirii chaahat nahii.n kii jaa saktii
Jamal Ehsani
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
zindagii ab ke miraa naam na shaamil karnaa
gar ye tai hai ki yahii khel dobaara hogaa
Wasi Shah
Ghazal
dohraa rahaa huu.n baat puraanii kahii hu.ii
tasviir tere ghar me.n thii merii lagii hu.ii
Munawwar Rana
Ghazal
aa.ndhii chalii to naqsh-e-kaf-e-paa nahii.n milaa
dil jis se mil gayaa vo dobaaraa nahii.n milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
is tarah ke lab kaun taraashegaa dobaara
is tarah kaa chehra to kisii kaa nahii.n ban.naa
Aamir Suhail
Ghazal
yaad kar kar ke use vaqt guzaaraa jaa.e
kis ko fursat hai vahaa.n kaun dobaara jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
garmii lagii to KHud se alag ho ke so ga.e
sardii lagii to KHud ko dobaara pahan liyaa
Bedil Haidri
Ghazal
vo judaa ho kar dobaara mil sakegaa yaa nahii.n
karte karte umr bhar ham istiKHaare mar ga.e