SEARCH RESULTS
Showing search results for "doglaa-pan"
Ghazal MATCHES FOR "doglaa-pan"
Ghazal
doGlaa-pan kii hado.n me.n sab ke sab kirdaar the
is liye ham log jo achchhe the sab bekaar the
Ratan Kumar Ratan
Ghazal
'ajab khel duniyaa kaa dekhaa bahut
vafaa par bhii dhokaa daGaa par daGaa
Mohammad Hasnan Shah
Ghazal
laakh tairaak hai maujo.n pe hukuumat hai magar
tairne vaalaa hii paataa hai daGaa paanii me.n
Shahid Anwar
Ghazal
hijr degaa na kabhii Gam kii ghaTaa.e.n degaa
paas rakh kar mujhe qurbat kii sazaa.e.n degaa
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
aa.nkh se bah nahii.n saktaa hai bharam kaa paanii
phuuT bhii jaa.egaa chhaalaa to na degaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mire makaan se do-gaam par hai terii galii
ye aaj saik.Do.n farsa.ng lag rahii hai mujhe
Shahryar
Ghazal
jism ijaazat de hii degaa par simaT jaane ke ba.ad
ruuh kaise is qafas ko ghar banaa.egii na puuchh
Abhinandan Pandey
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
'zafar' vo bosa to kyaa degaa par ko.ii dushnaam
jo tum ko sun.naa ho us shoKH-e-dil-sitaa.n se suno
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pal KHushii ke to kabhii aa.nkh me.n paanii degaa
vaqt har roz na.ii ek kahaanii degaa
Madhu Madhuman
Ghazal
chakkhoge agar pyaas ba.Dhaa degaa ye paanii
paanii tumhe.n hargiz na 'sabaa' degaa ye paanii