SEARCH RESULTS
Showing search results for "dohra"
Ghazal MATCHES FOR "dohra"
Ghazal
dohraa rahaa huu.n baat puraanii kahii hu.ii
tasviir tere ghar me.n thii merii lagii hu.ii
Munawwar Rana
Ghazal
raat aa.ii aur phir taariiKH ko dohraa ga.ii
yuu.n hu.aa ik KHvaab to dekhaa magar dekhaa hu.aa
Iqbal Ashhar
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
sub.h hotii nahii.n ai ishq ye kaisii shab hai
qais o farhaad ke dohraa liye afsaane tak
Qamar Jalalvi
Ghazal
vo aaj phir yahii dohraa ke chal diyaa 'baanii'
mai.n bhuul ke nahii.n ab tujh se bolne vaalaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
yazdaan o ahrman kii hikaayaat ke badle
insaa.n kii rivaayaat ko dohraa ke guzar jaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ab naam rahe yaa na rahe ishq me.n apnaa
ruudaad-e-vafaa daar pe dohraa to ga.e ham
Habib Jalib
Ghazal
bazm-e-yaaraa.n me.n yahii rang to dete hai.n maza
ko.ii ro.e to ha.nsii se ko.ii dohraa ho jaa.e
Shariq Kaifi
Ghazal
qisa-e-rafta ko dohraa to liyaa 'azm' magar
kis masaafat pe tumhe.n be-vatanii yaad aa.ii
Azm Bahzad
Ghazal
un ke huzuur lab to mukarrar na khul sake
ruudaad-e-Gam nigaah se dohraa ke rah gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye kaun mire naam ko dohraa saa rahaa hai
shaayad kisii gumbad me.n sadaa dii ga.ii mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
ek patthar zindagii ne taak kar maaraa mujhe
choT vo khaa.ii ki saaraa jism dohraa ho gayaa
Afzal Minhas
Ghazal
aisaa lagtaa hai dohraa rahaa huu.n mai.n kuchh
zindagii ke puraane shumaare uThaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
tire huzuur jinhe.n kah sakii na goyaa.ii
mire sukuut ne dohraa diye vo afsaane
Iqbal Safi Puri
Ghazal
shab-e-hijr yuu.n dil ko bahlaa rahe hai.n
ki din bhar kii biitii ko dohraa rahe hai.n
Manzar Lakhnavi
Ghazal
kamre ke dam ghuT jaane kaa KHauf na ho to
ham apnii tanhaa.ii ko dohraa sakte hai.n