SEARCH RESULTS
Showing search results for "du.aa-go"
Ghazal MATCHES FOR "du.aa-go"
Ghazal
vo haal hai ki talaash-e-najaat kii jaa.e
kisii faqiir-e-du.aa-go se baat kii jaa.e
Mahshar Badayuni
Ghazal
kuuche me.n tire shor-e-fuGaa.n kam nahii.n lekin
darvesh-e-du.aa-go kii sadaa aur hii kuchh hai
Ishaq Athar Siddiqui
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
hai.n du.aa go jo abhii haath pasaare apne
un kii taqdiir sa.nvar jaa.e zaruurii to nahii.n
Shadab Anjum
Ghazal
'ahsan' kii tabii.at se abhii tum nahii.n vaaqif
hai dil se du.aa-go sahar o shaam tumhaaraa
Ahsan Marahravi
Ghazal
ai zii-hunaraa.n tez-ravaa.n asr-muriidaa.n
ham log du.aa-go hai.n hamaaraa bhii adab kuchh
Mahshar Badayuni
Ghazal
du’aa-e-KHair kii phir kyaa kamii hai
du’aa-go jab husain ibn-e-‘alii hai
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
tire KHanjar ne baKHshii umr-e-jaaved
du.aa-go huu.n mai.n qaatil lab se taa-dil
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
us shaKHs ke liye bhii du.aa go rahe hai.n ham
jis ne hamaare haq me.n kuchh achchhaa nahii.n kiyaa
Tariq Matin
Ghazal
ko.ii aafat tire mai-KHaane pe aa saktii hai
sab du.aa-go hai.n ye jitne hai.n sharaabii saaqii
Rind Lakhnavi
Ghazal
paas hai.n vo dil-e-biimaar du.aa-go hai ajab
dard jaa.e na miraa na hii masiihaa jaa.e
Sarwar nepali
Ghazal
athar shakeel
Ghazal
mai.n us ke haq me.n yahaa.n aaKHirii du.aa-go huu.n
mujhe bhii apnii safo.n se nikaal degaa vo
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
talab ke karb me.n ik marg ke du.aa-go the
talab me.n vaisii hii shiddat hai ya.anii ham abhii hai.n
Ahmad Ata
Ghazal
mai.n sar-e-shaam du'aa-go huu.n KHudaa se 'arpit'
vo jo aa jaa.e to is ghar kaa a.ndheraa TuuTe
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
ik mirii KHaatir jo the sab ke du.aa-go kyaa hu.e
uf ye mahruumii ki hai sahmaa hu.aa aalam tamaam