SEARCH RESULTS
Showing search results for "duniya-e-fikr-o-fan"
Ghazal MATCHES FOR "duniya-e-fikr-o-fan"
Ghazal
kabhii shu'uur kabhii dil kabhii suKHan mahke
kaho vo she'r ki duniya-e-fikr-o-fan mahke
Gauhar Usmani
Ghazal
jaan-e-fikr-o-fan ab bhii ishq kii kahaanii hai
lafz hai.n na.e lekin daastaa.n puraanii hai
Jafar Baluch
Ghazal
miraa payaam hai arbaab-e-fikr-o-fan ke liye
ki man kaa KHuu.n na kare.n irtaqaa-e-tan ke liye
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
Sahba Akhtar
Ghazal
duniyaa-e-fikr-e-nau kaa tamannaa.ii ban gayaa
har aadmii hayaat kaa shaidaa.ii ban gayaa
Zaheerunnisa Nigar
Ghazal
baat karnii hai to aa ab fikr-o-fan kii baat kar
ham-navaa ai ham-nafas ham se suKHan kii baat kar
Shahnaz Rahmat
Ghazal
silsile fikr-o-fan ke the hii nahii.n
ham to is anjuman ke the hii nahii.n
Mohammad Haneef Katib
Ghazal
yaktaa-e-rozgaar nahii.n fikr-o-fan me.n ham
ye kam nahii.n ki baiThe hai.n ahl-e-suKHan me.n ham
Tarab Siddiqi
Ghazal
kuchh e'timaad kaa lahja bhii fikr-o-fan se milaa
ye silsila to mujhe 'miir' ke suKHan se milaa
Iqbal Majeedi
Ghazal
FaIyaz Rashk
Ghazal
Naeem Waqif
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
M. A. Qadeer
Ghazal
dariyaa-e-fikr-e-nau kii ravaanii me.n gir gayaa
suuraj phisal ke barf ke paanii me.n gir gayaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
ai fikr-e-suKHan kyo.n zar-e-gul KHaak se le aa.uu.n
mazmuun agar kam ho.n to aflaak se le aa.uu.n