SEARCH RESULTS
Showing search results for "duniya-e-fikr-o-fan"
Nazm MATCHES FOR "duniya-e-fikr-o-fan"
Nazm
ghaalib
Gaalib ke fikr-o-fan kii zamaane me.n dhuum hai
Gaalib hai aur ahl-e-nazar kaa hujuum hai
Mustafa Rahi
Nazm
ajnabi
ab ye ehsaas dam-e-fikr-e-suKHan hone lagaa
apnii hii nazmo.n kaa bhuulaa hu.aa kirdaar huu.n mai.n
Shaz Tamkanat
Nazm
chand ki fariyaad
chaa.nd ne mujh se kahaa ai shaa.er-e-fikr-e-azal
mere baare me.n bhii likh de ko.ii sanjiida Gazal
Khalid Irfan
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
dariyaa-e-tabii'at ko ravaa.n ham ne kiyaa hai
durr-e-haa-e-ma'aanii ko 'ayaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
sarapa
vo shaKHs mere man kaa mire zehn kaa jamaal
vo shaKHs merii jaan-e-Gazal jaan-e-fikr-o-fan
Muslim Shameem
Nazm
katik ka chand
sone lagtii hai sar-e-shaam ye saarii duniyaa
in ke hujro.n me.n na dar hai na dariicha ko.ii
Ibn e Insha
Nazm
pas-e-KHayal
vahii zau-fishaa.n thaa suKHan suKHan
vahii fikr-o-fan kaa kamaal thaa
Naseer Parwaz
Nazm
aah parwin shakir
vajuud me.n fikr-o-fan thaa shaamil
adam me.n shirkat KHayaal kii thii
Zafar Adeem
Nazm
amir-KHusraw
ek tahziib-e-mushtarak kaa amii.n
fikr-o-fan kii lataafato.n kaa shu.uur
Shuja Farrukhi
Nazm
taswir ka dusra ruKH
ai ki dil teraa hai fikr-e-baada-e-gulfaam me.n
zahr bhii hotaa hai aksar KHuubsuurat jaam me.n
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
zindagi-nama
fikr-o-fan kaa raabta hai zindagii
husn hai 'ishq-o-vafaa hai zindagii
Abdul Ghafoor Saqi
Nazm
bapu
ye inqalaab aayaa tere hii fikr-o-fan se
aazaad ham hu.e hai.n baapuu tirii lagan se