SEARCH RESULTS
Showing search results for "duraa.e"
Ghazal MATCHES FOR "duraa.e"
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
dushmano.n ne shust baa.ndhii KHema-e-ummiid par
dosto.n ne durra-e-imkaan KHaalii kar diyaa
Aitbar Sajid
Ghazal
durra-e-mauj lagaataa hai use be-taqsiir
kyuu.n na ho laasha miraa shikva-guzaar-e-dariyaa
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
rahrav-e-raah-e-mohabbat rah na jaanaa raah me.n
lazzat-e-sahraa-navardii duurii-e-manzil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
thaa jalaanaa hii agar duuri-e-saaqii se mujhe
to charaaG-e-dar-e-mai-KHaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
baa.is-e-rashk hai tanhaa-ravii-e-rah-rav-e-shauq
ham-safar ko.ii nahii.n duurii-e-manzil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
merii qismat me.n faqat durd-e-tah-e-saaGar hii hai
avval-e-shab jaam merii samt vo laayaa nahii.n
Parveen Shakir
Ghazal
miT ke bhii duuri-e-gulshan nahii.n bhaatii yaa rab
apnii qudrat se mirii KHaak me.n par paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
kahte hu.e saaqii se hayaa aatii hai varna
hai yuu.n ki mujhe durd-e-tah-e-jaam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
zulmat-ba-dosh hai mirii du.aa-e-aashiqii
taaro.n kii mish.ale na churaa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
mai.n kyaa kahuu.n faqiiro.n ko jo kuchh Guruur thaa
ik ik gadaa-e-shahr thaa daaraa-e-lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
mai.n ne paayaa hai ise ashk-e-sahar-gaahii me.n
jis dur-e-naab se KHaalii hai sadaf kii aaGosh
Allama Iqbal
Ghazal
tujh saa ko.ii rahbar nahii.n ai duurii-e-manzil
ehsaan tiraa ham ne bahar-gaam liyaa hai
Kausar Niyazi
Ghazal
har qadam duurii-e-manzil hai numaayaa.n mujh se
merii raftaar se bhaage hai bayaabaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
allaah-re bosa-e-lab-e-mai-guu.n kii aarzuu
mai.n KHaak ho ke durd-e-tah-e-jaam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
du.aa-e-tauba bhii ham ne pa.Dhii to mai pii kar
maza hii ham ko kisii shai kaa be-sharaab na thaa
Ameer Minai
Ghazal
is liye chal ke har ik gaam pe ruk jaataa huu.n
taa na be-kaif Gam-e-duuri-e-manzil ho jaa.e
Behzad Lakhnavi
Ghazal
nigaaho.n se saaqii ne sahbaa-e-ulfat
sitam ye hai taa-duur-e-saanii luTaa dii