SEARCH RESULTS
Showing search results for "duraa.e"
Nazm MATCHES FOR "duraa.e"
Nazm
KHizr-e-rah
to.D Daalii.n fitrat-e-insaa.n ne zanjiire.n tamaam
duurii-e-jannat se rotii chashm-e-aadam kab talak
Allama Iqbal
Nazm
aurat
sharaf me.n ba.Dh ke surayyaa se musht-e-KHaak us kii
ki har sharaf hai isii darj kaa dur-e-maknuu.n
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
labrez mai-e-zohd se thii dil kii suraahii
thii tah me.n kahii.n durd-e-KHayaal-e-hama-daanii
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dur-haa-e-aab-daar o sharar-haa-e-dil-nashii.n
shab-haa-e-talKH-o-tursh o sahar-haa-e-shakkarii.n
Josh Malihabadi
Nazm
hama-ust
jo duniyaa ke mazduur sab ek ho jaa.e.n
aaGaaz ho ik nayaa daura-e-shaadmaanii
Noon Meem Rashid
Nazm
ek alamat
durd-e-yak-saaGar-e-Gaflat hai che duniyaa o che-dii.n
jism ke daaG chhupaanaa to ko.ii baat nahii.n
Mustafa Zaidi
Nazm
paigham eid
zarra zarra hai jamaal-e-dur-e-KHush-aab liye
eid aa.ii hai mohabbat kaa nayaa baab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
shabab-e-gurezan
mai-e-taaza-o-naab haasil nahii.n hai
to kar luu.ngaa durd-e-tah-e-jaam pii kar guzaaraa!
Noon Meem Rashid
Nazm
madam
sehr o ejaaz liye jumbish-e-mizhgaan-e-daraaz
KHanda-e-shoKh jamaal-e-dur-e-KHush-aab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dua aur bad-dua ke darmiyan
du.aa aur bad-du.aa ke lafz ham-ma.anii rahe.nge
ab duaa-e-zindagii qaatil ko de.n
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
waqt-e-murawwat
sar-e-niyaaz se zaahir hu.aa tabassum-e-naaz
butuun-e-KHaak se paidaa hu.aa dur-e-maqsuud
Josh Malihabadi
Nazm
ai subh-e-watan
siipii kii ruu-pahlii jholii me.n hai.n aaj hazaaro.n durr-e-adan
ai sub.h-e-vatan ai sub.h-e-vatan
Saghar Nizami
Nazm
sham-e-rah-guzar
ik dur-e-shahvaar-e-sad-bustaa.n
phir lab-e-juu.ebaar guzrii hai