SEARCH RESULTS
Showing search results for "duriida-daamani-e-ahl-e-dil"
Ghazal MATCHES FOR "duriida-daamani-e-ahl-e-dil"
Ghazal
sajda-gaah-e-ahl-e-dil ba.ad-e-fanaa ho jaa.iye
saf.ha-e-hastii pe ik naqsh-e-vafaa ho jaa.iye
Hirman Khairabadi
Ghazal
ahl-e-dil bhii dekhiye ab kyaa se kyaa karne lage
shiishagar bhii pattharo.n se mashvara karne lage
Abdullah Bahar
Ghazal
ahl-e-dil ilzaam hai ye aur bahut sangiin hai
us ko kahte kab sunaa vo hijr me.n Gamgiin hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
ahl-e-dil fasaano.n me.n zikr-e-yaar karte hai.n
muskuraa ke mahfil ko ashk-baar karte hai.n
Ali Asghar
Ghazal
na ahl-e-dil se na ahl-e-nazar se miltaa hai
shu.uur-e-zaat faqat apne dar se miltaa hai
Parkash Nath Parvez
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Asad Bhopali
Ghazal
ahl-e-dil ne ishq me.n chaahaa thaa jaisaa ho gayaa
aur phir kuchh shaan se aisii ki sochaa ho gayaa
Saleem Ahmed
Ghazal
tum ahl-e-dil ho so dil me.n rakhaa hamaaraa naam
vagarna ham bhii hai.n kyaa aur kyaa hamaaraa naam
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
ahl-e-dil sahraa me.n gul kii aarzuu karne lage
aa.ino.n ko pattharo.n ke ruu-ba-ruu karne lage
Saghar Mashhadi
Ghazal
ahl-e-dil kuucha-e-asnaam tak aa pahu.nche hai.n
faasle arsa-e-do-gaam tak aa pahu.nche hai.n
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
Akmal Jalandhari
Ghazal
tum ahl-e-dil ho so dil me.n rakhaa hamaaraa naam
vagarna ham bhii hai.n kyaa aur kyaa hamaaraa naam
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
ahl-e-dil ahl-e-nazar shaam-o-sahar royaa kiye
dard ke putle the aaKHir umr bhar royaa kiye
Bekhud Mohani
Ghazal
raah-e-talab me.n ahl-e-dil jab had-e-aam se ba.Dhe
kashmakash-e-hayaat ke aur bhii hausle ba.Dhe
Ejaz Warsi
Ghazal
ahl-e-dil gar jahaa.n se uThtaa hai
ik jahaa.n jism o jaa.n se uThtaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ab ahl-e-dil hai.n ki naayaab hote jaate hai.n
Gubaar-e-KHaatir-e-ahbaab hote jaate hai.n