SEARCH RESULTS
Showing search results for "durr e shahwar e bekhud bekhud dehlvi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "durr e shahwar e bekhud bekhud dehlvi ebooks"
Ghazal
dil me.n phir vasl ke armaan chale aate hai.n
mere ruuThe hu.e mehmaan chale aate hai.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
hijaab duur tumhaaraa shabaab kar degaa
ye vo nasha hai tumhe.n be-hijaab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
vo dekhte jaate hai.n kanakhiyo.n se idhar bhii
chaltaa hu.aa jaaduu hai mohabbat kii nazar bhii
Bekhud Dehlvi
Ghazal
qayaamat hai jo aise par dil-e-ummiid-vaar aa.e
jise va.ade se nafrat ho jise milne se aar aa.e
Bekhud Dehlvi
Ghazal
dil hai mushtaaq judaa aa.nkh talabgaar judaa
KHvaahish-e-vasl judaa hasrat-e-diidaar judaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
dil kii taskiin ko kaafii hai pareshaa.n honaa
hai tavakkul ba-KHudaa be-sar-o-saamaa.n honaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
Maroof Dehlvi
Ghazal
tumhaarii chashm ne mujh saa na paayaa
diyaa surma bhii aur chipkaa na paayaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
aduu ke taakne ko tum idhar dekho udhar dekho
magar ham tum ko dekhe jaa.e.n tum chaaho jidhar dekho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
uTThe tirii mahfil se to kis kaam ke uTThe
dil thaam ke baiThe the jigar thaam ke uTThe
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Musavvir Karanjavi
Ghazal
tauba se mai.n KHajil ba-KHudaa-e-kariim thaa
tark-e-gunaah baa.is-e-jurm-e-aziim thaa
Rasikh Dehlvi
Ghazal
jaam de aur na kar vaqt pe takraar ki bas
saaqiyaa abr uThaa hai ye dhu.aa.n-dhaar ki bas
Maroof Dehlvi
Ghazal
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
Bismil Dehlavi
Ghazal
shikaayat ke evaz ham shukr karte hai.n sanam tere
mazaa dene lage kuchh sahte sahte ab sitam tere
Naseem Dehlvi
Ghazal
kab tak kare.nge jabr dil-e-naa-subuur par
muusaa to jaa ke baiTh rahe koh-e-tuur par