SEARCH RESULTS
Showing search results for "durustii"
Ghazal MATCHES FOR "durustii"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kahii.n KHud apnii durustii kaa dukh nahii.n dekhaa
bahut jahaa.n kii durustii ke bandobast mile
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kab baat ho baGair KHushaamad vahaa.n durust
vo naa-durust bhii jo kahe.n kahiye haa.n durust
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mehr Zarreen
Ghazal
mai.n dar pe tire dar-ba-darii se nikal aayaa
chal kar ba-durustii Galatii se nikal aayaa
Iqbal Kausar
Ghazal
ek muddat se hai tartiib me.n be-tartiibii
na durustii ke hai.n aasaar tire kuuche me.n
Ejaz Gul
Ghazal
nigah-e-chashm-e-karam kaar-e-rafuu kartii hai
yaa.n durustii dil-e-sad-chaak kii manzuur nahii.n
Noor Badayuni
Ghazal
sarmaaya-e-durustii-e-dil hai shikastagii
ye dil-shikan suKHan vo sitamgar sunaa gayaa
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
kitno.n ke ma.aash kii durustii dekhii
kitno.n kii ba-KHaana faaqa-mastii dekhii
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
yuu.nhii durust hogii tabii.at tirii 'adam'
kam-baKHt bhuul jaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
sunte hai.n jo bahisht kii taariif sab durust
lekin KHudaa kare vo tiraa jalva-gaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
agar hai shauq ba.Do.n se mukaalme kaa tujhe
durust pahle tiraa shiin qaaf ho jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
aashuftagii ne naqsh-e-suvaidaa kiyaa durust
zaahir hu.aa ki daaG kaa sarmaaya duud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kuchh kuchh durust zid se tirii ho chale hai.n vo
yak-chand aur kaj-ravii ai aasmaa.n na chho.D
Momin Khan Momin
Ghazal
kyaa kuchh na thaa azal me.n na taalaa jo the durust
ham ko dil-e-shikasta qazaa ne dilaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
amal durust kare.n apne rahnumaa.e-kiraam
kahuu.ngaa saaf to sab ko shikaayate.n ho.ngii
Manzar Bhopali
Ghazal
ye bhii durust hai ki payambar nahii.n huu.n mai.n
hai ye bhii sach ki meraa kahaa hone vaalaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
sah sah ke naa-durust tirii KHuu bigaa.D dii
ham ne KHaraab aap kiyaa apne kaam ko