SEARCH RESULTS
Showing search results for "dushyant"
Ghazal MATCHES FOR "dushyant"
Ghazal
vo aadmii nahii.n hai mukammal bayaan hai
maathe pe us ke choT kaa gahraa nishaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
ye jo shahtiir hai palko.n pe uThaa lo yaaro
ab ko.ii aisaa tariiqa bhii nikaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
hone lagii hai jism me.n jumbish to dekhiye
is par kaTe parinde kii koshish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
ek gu.Diyaa kii ka.ii kaTh-putliyo.n me.n jaan hai
aaj shaa.ir ye tamaasha dekh kar hairaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
agar KHudaa na kare sach ye KHvaab ho jaa.e
tirii sahar ho miraa aaftaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
pak ga.ii hai.n aadate.n baato.n se sar ho.ngii nahii.n
ko.ii ha.ngaama karo aise guzar hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
roz jab raat ko baarah kaa gajar hotaa hai
yaatnaa.o.n ke a.ndhere me.n safar hotaa hai
Dushyant Kumar
Ghazal
KHataa bhale na ho dushyant kii magar phir bhii
yahaa.n vo riit hai jis me.n shakuntlaa TuuTe
Raj Kumar Kori Raz
Ghazal
le kar zamii.n ke Tuk.De ye 'dushyant' se udhaar
KHud apnaa ghar banaane kii koshish to dekhiye
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
mujh me.n rahtaa hai ko.ii dushman-e-jaanii meraa
KHud se tanhaa.ii me.n milte hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
chashm-e-qaatil mirii dushman thii hamesha lekin
jaisii ab ho ga.ii qaatil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
vo aur vafaa-dushman maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.nkho.n kaa bahaanaa hai