SEARCH RESULTS
Showing search results for "dvaara"
Ghazal MATCHES FOR "dvaara"
Ghazal
mandir masjid girja-ghar aur guruu-dvaara
lafz ka.ii hai.n ek ma'aanii ham dono.n
Madan Mohan Danish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
rindo.n ko Daraa sakte hai.n kyaa hazrat-e-vaa.iz
jo kahte hai.n allaah se Dar kar nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
be-iKHtiyaar ho ke jo mai.n paa.nv par giraa
Tho.Dii ke niiche us ne dharaa muskuraa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
ye itnii raat ga.e kaun dastake.n degaa
kahii.n havaa kaa hii us ne na ruup dhaaraa ho
Parveen Shakir
Ghazal
hai mushtamil numuud-e-suvar par vajuud-e-bahar
yaa.n kyaa dharaa hai qatra o mauj-o-habaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
na gor-e-sikandar na hai qabr-e-daaraa
miTe naamiyo.n ke nishaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
haazir hai.n kaliisaa me.n kabaab o mai-e-gulguu.n
masjid me.n dharaa kyaa hai ba-juz mau.iza o pand
Allama Iqbal
Ghazal
pe.D ke niiche shikaarii jaal phailaa.e hu.e
aur parinda shaaKH par baiThaa Daraa sahmaa hu.aa
Jahangeer nayab
Ghazal
'aashufta' sab gumaan dharaa rah gayaa yahaa.n
kahte na the ki KHaamiyaa.n tere hunar me.n hai.n
Aashufta Changezi
Ghazal
ko.ii kuchh puuchhe to kahtaa ki havaa se bachnaa
KHud bhii Dartaa thaa bahut sab ko Daraa detaa thaa