SEARCH RESULTS
Showing search results for "e'tibaar-e-gam-e-hastii"
Ghazal MATCHES FOR "e'tibaar-e-gam-e-hastii"
Ghazal
kashaakash-e-Gam-e-hastii me.n ko.ii kyaa suntaa
hamii.n tak aa na sakii dil ke TuuTne kii sadaa
Javed Shaheen
Ghazal
kar ke sa.ng-e-Gam-e-hastii ke havaale mujh ko
aa.iina kahtaa hai ab dil me.n chhupaa le mujh ko
Hasan Akhtar Jaleel
Ghazal
ishq kyaa hai Gam-e-hastii kaa fanaa ho jaanaa
paikar-e-KHaak kaa miT miT ke KHudaa ho jaanaa
Qaisar Amravatwi
Ghazal
Gam-e-duniyaa Gam-e-hastii Gam-e-ulfat Gam-e-dil
kitne unvaan mile hai.n mire afsaane ko
Fana bulandshahri
Ghazal
us ke Gam ko Gam-e-hastii tuu mire dil na banaa
ziist mushkil hai use aur bhii mushkil na banaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
Abrar Abid
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
Hafizullah Khan Badr
Ghazal
maut kyaa KHatm-e-hayaat-e-Gam-e-duniyaa karnaa
haasil-e-ziist hai marne kii tamannaa karnaa
Afqar Mohani
Ghazal
davaa-e-dard-e-Gam-o-iztiraab kyaa detaa
vo merii aa.nkho.n ko ra.ngiin KHvaab kyaa detaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
vaqaar-e-dard-o-Gam-e-zindagii nahii.n maaluum
nahii.n hai aadmii kyo.n aadmii nahii.n maaluum
Shaghil Adeeb
Ghazal
mustaqil mahv-e-Gam-e-ahd-e-guzishta honaa
aise hone se to behtar hai na dil kaa honaa
Nadeem Sirsivi
Ghazal
be-niyaaz-e-Gam-e-paimaan-e-vafaa ho jaanaa
tum bhii auro.n kii tarah mujh se judaa ho jaanaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Gam-KHaana-e-hastii me.n hai mehmaa.n ko.ii din aur
kar le hame.n taqdiir pareshaa.n ko.ii din aur
Akhtar Shirani
Ghazal
kuchh to Gam-KHaana-e-hastii me.n ujaalaa hotaa
chaa.nd chamkaa hai to ehsaas bhii chamkaa hotaa
Aslam Ansari
Ghazal
rahm ai Gam-e-jaanaa.n baat aa ga.ii yaa.n tak
dasht-e-gardish-e-dauraa.n aur mire garebaa.n tak
Shamim Jaipuri
Ghazal
fasaana-e-Gam-e-hastii sunaa.e jaa hamdam
daraaz hai jo ye qissa daraaz rahne de