SEARCH RESULTS
Showing search results for "eden"
Ghazal MATCHES FOR "eden"
Ghazal
uu.nchii u.De.n havaa me.n bachcho.n ko par na bhuule.n
in be-paro.n kaa un ko rozii-rasaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
sar rakh ke so gayaa huu.n Gamo.n kii saliib par
shaayad ki KHvaab le u.De.n ha.nstii fazaa.o.n me.n
Khatir Ghaznavi
Ghazal
kahte hai.n jis ko jalva vo bhii kahii.n rukaa hai
aa.De.n fuzuul kii hai.n parde fuzuul Daale
Muztar Khairabadi
Ghazal
uTho ki fursat-e-diivaangii Ganiimat hai
qafas ko le ke u.De.n gul ko ham-kanaar kare.n
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
le u.De.n kyuu.n na qafas suu-e-gulistaa.n 'vaahid'
jazba-e-shauq bhii hai quvvat-e-parvaaz bhii hai
Wahid Premi
Ghazal
shor-e-nafas-e-bulbul se hosh u.De.n sab ke
gar zamzama-sanjii par ye musht-e-par aa jaa.e
Yagana Changezi
Ghazal
Daaliyo.n pe phudakne se jo mil ga.ii
us KHushii ke liye kyuu.n falak par u.De.n
Neeraj Goswami
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
u.De bhii ham to usii samt ruKH rahaa apnaa
jidhar u.De.n to farishto.n ke par bhii jalte hai.n
Najeeb Ahmad
Ghazal
haath KHaalii hai maal-o-zar hii nahii.n
kyaa u.De.n jabki baal-o-par hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mire KHayaal se raushan hai koh-e-tuur-e-adab
u.De.n na hosh to dekho vo raushnii huu.n mai.n
Kazim Jarwali
Ghazal
sau ii.de.n aa.ii.n aur hu.aa ham ko hukm-e-qatl
kyaa naa-qubuul hai.n tire zindaaniyo.n me.n ham
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
parind kyuu.n na u.De.n us daraKHt se 'zulfii'
kamaan ban ga.ii.n shaaKHe.n jahaa.n baseraa hai
Tasleem Ilahi Zulfi
Ghazal
havaa.e.n le u.De.n zulfo.n kii KHushbuu
ye duniyaa ho fazaa-e-uud-o-anbar