SEARCH RESULTS
Showing search results for "ehtiraaz"
Ghazal MATCHES FOR "ehtiraaz"
Ghazal
furqat ho yaa visaal vahii iztiraab hai
teraa asar hai ai Gam-e-furqat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
biThaa ke arsh pe rakkhaa hai tuu ne ai vaa.iz
KHudaa vo kyaa hai jo bando.n se ehtiraaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
tajrabe ne hubb-e-duniyaa se sikhaayaa ehtiraaz
pahle kahte the faqat mu.nh se aur ab karnaa pa.Daa
Akbar Allahabadi
Ghazal
KHusrav-e-aish-e-vasl-e-yaar jaa.n-kanii aur kohkan
apnaa jigar to KHuu.n hu.aa ishq ke imtiyaaz me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
karte hai.n choT aaKHir ye aahu.aan-e-badmast
aa.nkho.n se us kii ai dil Tuk ehtiraaz karnaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
karte rahe jo din ke ujaalo.n se ehtiraaz
vo bhii a.ndherii shab me.n ziyaa maa.ngte rahe
Anwar Minai
Ghazal
haqiiqato.n se hai duniyaa ko ehtiraaz bahut
ki hai mizaaj-e-zamaana fasaana-saaz bahut
Raja Abdul Ghagoor Jauhar Nizami
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
tumhaarii bazm kii ye dost-daariyaa.n tauba
kisii se jaise kisii ko kuchh ehtiraaz nahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
aa.nkho.n se apnii 'aasif' tuu ehtiraaz karnaa
ye KHuu burii hai in kaa ifshaa-e-raaz karnaa
Asifud Daula
Ghazal
ye mujh se ehtiraaz kyuu.n ye mujh se ijtinaab kyuu.n
savaal tujh se hai magar javaab ke liye nahii.n
Hafeez Shahid
Ghazal
yaa.n iltimaas-e-shauq vahaa.n ehtiraaz-e-naaz
mushkil hu.ii thii ohda-baraa.ii tamaam shab
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
KHidmat ko merii aaj bhii haazir hai aasmaa.n
vo is ko kyaa kare ki mujhe ehtiraaz hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
badalne vaalaa hai juGraafiya gulistaa.n kaa
giroh-bandii se laazim hai ehtiraaz kare.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
hamaare dil hii me.n vaa.iz ye raaz rahne de
tujhe hasiino.n se hai ehtiraaz rahne de
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
dikhaa.e raah magar kaisaa aaftaab hai vo
ho jis ko mashriq-o-maGrib me.n imtiyaaz nahii.n