SEARCH RESULTS
Showing search results for "ehtiyaatan"
Ghazal MATCHES FOR "ehtiyaatan"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
shaiKH kii daavat me.n mai kaa kaam kyaa
ehtiyaatan kuchh ma.ngaa lii jaa.egii
Akbar Allahabadi
Ghazal
tujh ko an-dekhii bulandii me.n safar karnaa hai
ehtiyaatan mirii himmat mire baazuu rakh le
Rahat Indori
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
kaam aa jaa.egaa dushman kii mohabbat me.n kabhii
ehtiyaatan dil-e-naakaam diye jaate hai.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ehtiyaatan ki hariifo.n ke na haath aa jaa.e.n
mere purze mire ahbaab liye phirte hai.n
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
ahl-e-ishrat apnii bazm-e-aish-o-ishrat ke qariib
ehtiyaatan mun.aqid ik bazm-e-maatam kiijiye
Bismil Saeedi
Ghazal
tere gale laguu.n kab tak yuu.n ehtiyaatan mai.n
lipaT jaa mujh se kabhii bad-havaas ho kar bhii
Bhavesh Dilshad
Ghazal
jo raaz ittifaaqan mu.nh se nikal gayaa thaa
vo raaz ehtiyaatan afsaana kar diyaa hai
Raaz Yazdani
Ghazal
ye bajaa hai ki amaanat me.n KHayaanat na karo
ehtiyaatan hii sahii zaKHm ko dhoyaa jaa.e
Saleem Shahid
Ghazal
ehtiyaatan tirii nazro.n ne chhupaayaa thaa jise
vo fasaana lab-e-aGyaar tak aa pahu.nchaa hai