SEARCH RESULTS
Showing search results for "embun que haidar"
Ghazal MATCHES FOR "embun que haidar"
Ghazal
mai.n kab kaa TuuT ke 'haidar' bikhar gayaa hotaa
KHudaa kaa shukr tire dard kaa sahaaraa thaa
Jaleel Haider Lashari
Ghazal
na aayaa Dha.ng hame.n ko.ii ishq kaa 'haidar'
na dil ke zaKHmo.n ke ham se kabhii hisaab hu.e
Haider Qureshi
Ghazal
taqdiir se la.D saktaa hai ko.ii kahaa.n 'haidar'
vo haadsa honaa hai jo hone ke liye hai
Haider Qureshi
Ghazal
ajiib taur tariiqe hai.n us ke bhii 'haidar'
vo mujh se pyaar to kartaa hai par nahii.n kartaa
Haider Qureshi
Ghazal
Haider Qureshi
Ghazal
bikhar ga.e hai.n milan ke tamaam din 'haidar'
Thahar ga.ii hai judaa.ii kii raat aa.nkho.n me.n
Haider Qureshi
Ghazal
jis tarah ke ahbaab KHudaa ne diye 'haidar'
aise mire rishte mire naate bhii nahii.n hai.n
Haidar Jafri
Ghazal
ham kisii shaKHs ke dukh se nahii.n milte 'haidar'
jo zamaane se alag hai vo hamaaraa dukh hai
Faqeeh Haidar
Ghazal
taariik ho chukii yahaa.n 'haidar' kii zindagii
us ko nasiib ishq ke shams-o-qamar kahaa.n
Haidar Jafri
Ghazal
KHauf aataa hai mujhe 'haidar' zamaane se bahut
aa ke ban jaa tuu miraa zaamin sahar hone ke ba.ad
Haidar Jafri
Ghazal
ye aur baat ki arsa hu.aa bichha.D ke magar
na ab talak bhii unhe.n bhuul paa.e 'haidar' ham
Haidar Jafri
Ghazal
zulm karnaa hai jise khul ke kare vo lekin
ek din ro.egaa 'haidar' ko rulaane vaalaa
Haider Allahabadi
Ghazal
tum kyo.n talaash karte ho 'haidar' ko mere dost
vo to pha.nsaa hu.aa hai Gubaaro.n ke darmiyaa.n
Haider Allahabadi
Ghazal
girte 'haidar' ke ye aa.nkho.n se pukaare motii
paas ik baar mujhe apne bulaa.o mujh ko
Haidar raza Koralvi
Ghazal
meraa puuchhe jo pata ko.ii bataanaa 'haidar'
us kii yaado.n ke hii ik shahr me.n aabaad huu.n mai.n
Daniyal Haider Jafri
Ghazal
agar tumhaare kisii kaam kaa nahii.n 'haidar'
chalo bahisht me.n huuro.n ke kaam aa.egaa
Daniyal Haider Jafri
Ghazal
jab vo goyaa hu.aa tab us kii zabaa.n se 'haidar'
tark-e-ulfat ke bhii kyaa kyaa na bahaane nikle