SEARCH RESULTS
Showing search results for "faaqe"
Ghazal MATCHES FOR "faaqe"
Ghazal
chup-chaap ghar ke sehn me.n faaqe bichhaa diye
rozii-rasaa.n se ham ne gila kuchh nahii.n kiyaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Gariib-e-shahr to faaqe se mar gayaa 'aarif'
amiir-e-shahr ne hiire se KHud-kushii kar lii
Arif Shafiq
Ghazal
faaqe na ghuggiyo.n se sa.Dak par nikal pa.De.n
aafat me.n Daal de na ye bohraan-e-iid use
Bedil Haidri
Ghazal
apne dukho.n kaa ham ne tamaasha nahii.n kiyaa
faaqe kiye magar kabhii shikva nahii.n kiyaa
Tariq Matin
Ghazal
roza hamaarii faaqa-kashii kaa namuuna hai
apnii farotanii kaa hii ik partavaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
ab ke baras kii fasl bhii pichhle lagaan me.n ga.ii
suud me.n faaqe rah ga.e ab ke bhii saal ke liye
Tariq Qamar
Ghazal
ghar ke taaqo.n me.n the miTTii ke puraane bartan
un me.n daulat kii jagah faaqe bhare rakkhe the
Rafi Sirsivi
Ghazal
ik nazar faaqe pe baiThii hai ka.ii hafto.n se
jaane kis yaar-e-sitamgar kii galii chaahtii hai
Kuldeep Kumar
Ghazal
Qamar Badarpuri
Ghazal
mashaqqat khii.nch le faaqe key so jaa
rizaalat jis me.n ho vo naan rakh de
Aftab Ahmad Khan Nasim
Ghazal
tuu apne face ko Dha.nk kar nikalnaa
nagar me.n dhuup paagal ho rahii hai
Ashfaq Rasheed Mansuri
Ghazal
faaqe ho.n to ulfat kaa bhii unvaa.n na rahegaa
jab ho Gam-e-jaanaa.n Gam-e-dauraa.n na rahegaa
Ata Lucknowi
Ghazal
Nasir Shahzad
Ghazal
duudh bachcho.n ko bhalaa kaise pilaa.e.n baabaa
ek muddat hu.ii faaqe se hai.n maa.e.n baabaa
Gulshan Bayabani
Ghazal
iflaas me.n bhii rang badan kaa nahii.n utraa
faaqe bhii kiye ham ne to chehra nahii.n utraa