SEARCH RESULTS
Showing search results for "faisal fehmi"
Ghazal MATCHES FOR "faisal fehmi"
Ghazal
ik nazar mu.D ke mujhe dekh ai jaane vaale
ye jo lamhe hai.n kabhii phir nahii.n aane vaale
Faisal Fehmi
Ghazal
kyuu.n aasmaan-e-hijr ke taare chale ga.e
ab kyaa hu.aa jo KHvaab tumhaare chale ga.e
Faisal Fehmi
Ghazal
har lamha-e-maujuud ke imkaan se pahle
ik mai.n hii yaqiinii thaa tire gyaan se pahle
Faisal Fehmi
Ghazal
suno KHaamosh hii hastii mirii tum se judaa hogii
ki ab har ik fariyaad-e-inaayat be-navaa hogii
Faisal Fehmi
Ghazal
ashko.n ko chun ke aa.nkho.n me.n boyaa kare.nge ham
ronaa tamaam shahr kaa royaa kare.nge ham
Faisal Fehmi
Ghazal
ujaa.D duu.n mai.n ye duniyaa vo zor hai mujh me.n
ka.ii udaas havaa.o.n kaa shor hai mujh me.n
Faisal Fehmi
Ghazal
ko.ii jahaa.n me.n saahab-e-iimaa.n na ban sakaa
tuf hai ki ishq maz.hab-e-insaa.n na ban sakaa
Faisal Fehmi
Ghazal
mai.n paasbaan-e-baaG-e-haqiiqat se Dar gayaa
so dasht-e-dil kii KHaak u.Daane se mar gayaa
Faisal Fehmi
Ghazal
baal phailaa.e hu.e phirtii hai nafrat haa.e
ho chukii 'fahmii' mohabbat kii KHalaasii kab se
Farida Alam Fahmi
Ghazal
saraab-o-dasht vahii saarbaan tiisraa hai
safar ke saath ba.ndhaa imtihaan tiisraa hai
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
daanish-o-fahm kaa jo bojh sambhaale nikle
un ke az.haan pe afkaar pe jaale nikle
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
dasht-e-tanhaa.ii me.n kal raat havaa kaisii thii
der tak TuuTte lamho.n kii sadaa kaisii thii
Qaisarul Jafri
Ghazal
kuchh saliiqe se agar chaak ghumaayaa jaataa
ain mumkin hai ki shahkaar banaayaa jaataa
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
vaqt ye faisla kartaa nahii.n tadbiir ke saath
kaun uljhaa hai tirii zulf-e-girah-giir ke saath