SEARCH RESULTS
Showing search results for "fardaa"
Ghazal MATCHES FOR "fardaa"
Ghazal
gar intizaar kaThin hai to jab talak ai dil
kisii ke vaada-e-fardaa kii guftuguu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham aise saada-dilo.n ko vo dost ho ki KHudaa
sabhii ne vaada-e-fardaa pe Taal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
shaq ho gayaa hai siina KHushaa lazzat-e-faraaG
takliif-e-parda-daari-e-zaKHm-e-jigar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
saaqiyaa kal ke liye mai.n to na rakkhuu.ngaa sharaab
tere hote hu.e andesha-e-fardaa kyaa hai
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
vahii hai saahib-e-imroz jis ne apnii himmat se
zamaane ke samundar se nikaalaa gauhar-e-fardaa
Allama Iqbal
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
nazar aa.egaa usii ko ye jahaan-e-dosh-o-fardaa
jise aa ga.ii mayassar mirii shoKHi-e-nazaara
Allama Iqbal
Ghazal
fardaa ke dhu.ndlako.n me.n mujhe Dhuu.nDne vaalo
maazii ke dariicho.n se sadaa kyuu.n nahii.n dete
Murtaza Barlas
Ghazal
dikhaa ke jalva-e-fardaa banaa de diivaana
na.e zamaane ke ruKH se naqaab uThaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
qaraar-e-jalva-numaa.ii hu.aa hai fardaa par
ye tuul dekhiye ik muKHtasar zamaane ke
Saail Dehlvi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
ha.nsii me.n vaada-e-fardaa ko Taalne vaalo
lo dekh lo vahii kal aaj ban ke aa na gayaa