SEARCH RESULTS
Showing search results for "fardaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fardaa"
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
the to aabaa vo tumhaare hii magar tum kyaa ho
haath par haath dhare muntazir-e-fardaa ho
Allama Iqbal
Ghazal
gar intizaar kaThin hai to jab talak ai dil
kisii ke vaada-e-fardaa kii guftuguu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fardaa"
Nazm
mata-e-ghair
kaun jaane mire imroz kaa fardaa kyaa hai
qurbate.n ba.Dh ke pashemaan bhii ho jaatii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
dua
aa.iye arz guzaare.n ki nigaar-e-hastii
zahr-e-imroz me.n shiiriini-e-fardaa bhar de
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shaq ho gayaa hai siina KHushaa lazzat-e-faraaG
takliif-e-parda-daari-e-zaKHm-e-jigar ga.ii
Mirza Ghalib
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
huu.n magar merii jahaa.n-biinii bataatii hai mujhe
jo muluukiyat kaa ik parda ho kyaa is se KHatar
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
zindagii terii hai be-roz-o-shab-o-fardaa-o-dosh
zindagii kaa raaz kyaa hai saltanat kyaa chiiz hai