SEARCH RESULTS
Showing search results for "fareb-e-masiihaa"
Ghazal MATCHES FOR "fareb-e-masiihaa"
Ghazal
rah to ga.ii fareb-e-masiihaa kii aabruu
har chand Gam ke maaro.n kaa chaara na ho sakaa
Shakeb Jalali
Ghazal
hai sau adaa.o.n se uryaa.n fareb-e-ra.ng-e-anaa
barahna hotii hai lekin hijaab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ye vaqt kaa hai taqaaza ki hai fareb-e-nazar
ki beTaa baap ke qad se ba.Daa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kitne aziiz hai.n ye masiihaa ko kyaa KHabar
vo zaKHm-e-dil jo lazzat-e-aazaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bazm-e-tarab bisaat-e-masarrat fareb hai.n
mai.n aish-e-musta.aar kaa qaa.el nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
baar hai.n jis par faqat makr-o-fareb
aisii kashtii Duub jaanaa chaahiye
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
minnat-kash-e-ilaaj-e-masiihaa nahii.n rahaa
kyaa Gam agar maraz se ifaaqa nahii.n rahaa
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
kushta-e-lab ho ke kiije jaavedaa.n ab zindagii
kyuu.n abas minnat-kash-e-KHizr-o-masiihaa hojiye
Raza Azimabadi
Ghazal
Gam kyaa agar aazaad-e-musalsal hai mirii ziist
minnat-kash-e-ejaaz-e-masiihaa to nahii.n hai
Yaqoob Usmani
Ghazal
ab rishta-e-mariiz-o-masiihaa hu.aa hai KHvaar
sab pesha-var samajhte hai.n biimaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj tak
duniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham