SEARCH RESULTS
Showing search results for "farsaa"
Ghazal MATCHES FOR "farsaa"
Ghazal
miT jaa.egaa sar gar tiraa patthar na ghisegaa
huu.n dar pe tire naasiya-farsaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
anjaam hu.aa apnaa aaGaaz-e-mohabbat me.n
is shaGl ko jaa.n-farsaa aisaa to na thaa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
ye jaantaa huu.n ki tuu aur paasuKH-e-maktuub
magar sitam-zada huu.n zauq-e-KHaama-farsaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
har aastaa.n pe naasiya farsaa hai.n aaj vo
jo kal na kar sake the teraa intizaar bhii
Ada Jafarey
Ghazal
Tuk tark-e-'ishq kariye laaGar bahut hu.e ham
aadhaa nahii.n rahaa hai ab jism-e-ra.nj-farsaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik tuu hii nahii.n naasiya-farsaa mire aage
har shaKHs hai mahruum-e-tamannaa mire aage
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
kyaa kohkan o qais ko dete dam-e-taqsiim
hissa thaa Gam-e-hausla-farsaa mire dil kaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
piirii me.n shauq hausla-farsaa nahii.n rahaa
vo dil nahii.n rahaa vo zamaana nahii.n rahaa
Abdul Ghafoor Nassakh
Ghazal
fareb-e-sub.h-e-bahaaraa.n bhii hai qubuul hame.n
ko.ii naqiib to aayaa payaam-e-fardaa kaa
Waheed Quraishi
Ghazal
jubba-farsaa-e-dar-e-ka.aba the kal tak to 'zahiir'
girte pa.Dte hu.e aaj aate hai.n maiKHaane se
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Raz Chandpuri
Ghazal
aaj vo sar tire qadmo.n pe jhukaa jaataa hai
jo haram me.n bhii kabhii naasiya-farsaa na rahaa
Muneer Bhopali
Ghazal
tumhaarii faarsii bilkul nahii.n samajhtaa mai.n
chalo palang pe tum mai.n agar magar me.n nahii.n