SEARCH RESULTS
Showing search results for "fart-e-nazaakat"
Ghazal MATCHES FOR "fart-e-nazaakat"
Ghazal
raasta rok liyaa fart-e-nazaakat ne kabhii
paas aa.e to unhe.n duur hayaa ne rakkhaa
Khar Dehlavi
Ghazal
yuu.n to kyaa aa.egaa tuu fart-e-nazaakat se yahaa.n
saKHt dushvaar hai dhoke me.n bhii aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ho ga.ii fart-e-nazaakat se hayaa kii shohrat
aa gayaa un ko pasiina jo la.Dii merii aa.nkh
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ziyaada fart-e-nazaakat se sargiraa.n vo hu.e
lagaa liyaa kabhii sandal jo dard-e-sar ke liye
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
do qadam fart-e-nazaakat se nahii.n chal saktaa
ra.ng ho jaataa hai us kaa dam-e-raftaar safed
Amanat Lakhnavi
Ghazal
fart-e-maayuusii ne murda hasrate.n
dafn kar dii hai.n dil-e-biimaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
fart-e-Gam-e-havaadis-e-dauraa.n ke baavajuud
jab bhii tire dayaar se guzre machal ga.e
Ahmad Riyaz
Ghazal
fart-e-soz-e-ulfat me.n dekh kar sakuu.n dil kaa
bijliyaa.n machaltii hai.n baadalo.n ke mahshar me.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
fart-e-hujuum-e-KHalq se ho.n band raaste
vo rashk-e-yuusuf aa.e jo baazaar kii taraf
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
Guruur-o-faKHr se jo sar uThaa ke chaltaa hai
kabhii vo fart-e-nadaamat se mu.nh chhupaa legaa
Kavish Kamal
Ghazal
fart-e-shauq-e-jamaal-e-yaar ke haath
daaman-e-sabr taar-taar hai aaj
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
be-zabaa.n zaKHmo.n ko fart-e-KHvaahishaat-e-ziist ko
jo na samjhaa Gair-zimm-e-daar vo samjhaa gayaa
Haseer Noori
Ghazal
jhuk gayaa fart-e-nadaamat se gunahgaaro.n kaa sar
ho ga.ii chashm-e-inaayat baab-e-rahmat khul gayaa
Saba Naqvi
Ghazal
baa-ehtiyaat nazre.n milaane ke baavajuud
fart-e-adab se aa.nkh jhapaktii zaruur hai
Azeez Mubarakpur
Ghazal
Fazil Kashmiri
Ghazal
ye fart-e-girya-o-zaarii kaa hai asar 'manshaa'
zamii.n makaano.n kii giilii hai nam hai.n diivaare.n