SEARCH RESULTS
Showing search results for "fart-e-ro.ab"
Ghazal MATCHES FOR "fart-e-ro.ab"
Ghazal
baargaah-e-husn me.n ai 'barq' fart-e-ro.ab se
yaad hai ab tak vo apnii be-zabaanii yaad hai
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Ghazal
fart-e-maayuusii ne murda hasrate.n
dafn kar dii hai.n dil-e-biimaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Gash khaa ke gir pa.De na kahii.n ro.ab-e-husn se
is vaaste hai pusht ba-diivaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
fart-e-Gam-e-havaadis-e-dauraa.n ke baavajuud
jab bhii tire dayaar se guzre machal ga.e
Ahmad Riyaz
Ghazal
fart-e-soz-e-ulfat me.n dekh kar sakuu.n dil kaa
bijliyaa.n machaltii hai.n baadalo.n ke mahshar me.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
fart-e-hujuum-e-KHalq se ho.n band raaste
vo rashk-e-yuusuf aa.e jo baazaar kii taraf
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
fart-e-shauq-e-jamaal-e-yaar ke haath
daaman-e-sabr taar-taar hai aaj
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
be-zabaa.n zaKHmo.n ko fart-e-KHvaahishaat-e-ziist ko
jo na samjhaa Gair-zimm-e-daar vo samjhaa gayaa
Haseer Noori
Ghazal
baa-ehtiyaat nazre.n milaane ke baavajuud
fart-e-adab se aa.nkh jhapaktii zaruur hai
Azeez Mubarakpur
Ghazal
Fazil Kashmiri
Ghazal
ye fart-e-girya-o-zaarii kaa hai asar 'manshaa'
zamii.n makaano.n kii giilii hai nam hai.n diivaare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
Syed Aneesuddin Ahmad Rizvi Amrohvi
Ghazal
yuu.n fart-e-be-KHudii se mohabbat me.n jaan de
tujh ko bhii kuchh KHabar na ho is vaardaat kii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
agarche fart-e-hayaa se nazar na aa.uu.n use
vo ruuTh jaa.e to sau tarah se manaa.uu.n use