SEARCH RESULTS
Showing search results for "favvaara"
Ghazal MATCHES FOR "favvaara"
Ghazal
le zamii.n se aasmaa.n tak farsh thii.n betaabiyaa.n
shoKHii-e-baarish se mah favvaara-e-siimaab thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
suuraaKH yahaa.n suurat-e-favvaara hai.n sar me.n
dikhlaa.uu.n tamaashaa jo mujhe chho.D de ghar me.n
Shah Naseer
Ghazal
raat-bhar jo saamne aa.nkho.n ke vo mah-paara thaa
Gairat-e-mahtaab apnaa daaman-e-nazzaara thaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
diivaar-e-zabt TuuT bhii saktii hai kuchh karuu.n
favvaara chhuuT jaa.e vo haalat lahuu kii hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
miTTii me.n mil ga.e to khilaa.e gunaah gul
uble to apne KHuun kaa favvaara ham hu.e
Muztar Haidri
Ghazal
har dam lab-e-favvaara se jaarii ye suKHan hai
paanii na zaraa jis me.n ho dam uTh nahii.n saktaa
Shah Naseer
Ghazal
hauz-e-aa.iina se favvaara nazaakat kaa chhuTe
raunaq-afzaa jo ho vo chaah-e-zaqan aa.iine me.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
falak kii samt nigaahe.n uThaane se pahle
zamii.n ke saare manaazir ko paara paara kiyaa
Rafiq Raaz
Ghazal
baaG thaa mujh me.n aur favvaara phuul me.n thaa
manzar ye saare kaa saaraa phuul me.n thaa
Sarvat Husain
Ghazal
ye havaa kaisii chalii barham zamaana ho gayaa
haal-e-dehlii bazm-e-aalam me.n fasaana ho gayaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
siyah bistar pa.De hai.n sub.h-e-nazzaara utar aa.e
ki shab ko ziina ziina ko.ii mah-paara utar aa.e
Zakauddin Shaya.n
Ghazal
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
tamaam raat muKHaatib rahaa mare dil se
vahii sukuut kaa favvaaraa maahtaab miraa
Ishrat Zafar
Ghazal
nahaa rahe hai.n mazaamii.n me.n kaaGazo.n ke badan
ubal rahaa hai qalam se suKHan kaa favvaara
Syed Qamar Haider Qamar
Ghazal
chashm tar hotii mohabbat me.n hai saagar
bahte ashko.n kaa favaaraa ab hai mushkil