SEARCH RESULTS
Showing search results for "female"
Ghazal MATCHES FOR "female"
Ghazal
naaTak me.n zaraa male se female banaa thaa
choTii mere piichhe thii to lah.ngaa mire aage
T N Raaz
Ghazal
zamaana ham se bhalaa dushmanii to kyaa rakhtaa
so kar gayaa hai hame.n paa.emaal vaise hii
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n mirii aa.nkhe.n noch lii jaa.e.n
tiraa KHayaal kisii taur paa.emaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
vo jo paamaal-e-zamaana hai.n mire taKHt-nashii.n
dekh to kaisii mohabbat se tujhe dekhte hai.n
Parveen Shakir
Ghazal
gardish-muhiit-e-zulm rahaa jis qadar falak
mai.n paa.emaal-e-Gamza-e-chashm-e-kabuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
juu.n Guncha-o-gul aafat-e-faal-e-nazar na puuchh
paikaa.n se tere jalva-e-zaKHm aashkaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kisii kaa dil na kiyaa ham ne paa.emaal kabhii
chale jo raah to chyuu.nTii ko bhii bachaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
falak ne aah tirii rah me.n ham ko paidaa kar
ba-ra.ng-e-sabza-e-nuurasta paa.emaal kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n us kaa phuul huu.n 'nayyar' so us pe chho.D diyaa
vo gesu.o.n me.n sajaa.e ki paa.emaal kare
Shahzad Nayyar
Ghazal
KHaanmaa.n-haa paa.emaal-e-shoKHii-e-daa've 'asad'
saaya-e-diivaar sailaab-e-dar-o-diivaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
tum roz-o-shab jo dast-ba-dast-e-aduu phire
mai.n paa.emaal-e-gardish-e-ayyaam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
dekhtaa huu.n vahshat-e-shauq-e-KHarosh-aamaada se
faal-e-rusvaa.ii sirishk-e-sar-ba-sahraa-daada se