SEARCH RESULTS
Showing search results for "fil-asl"
Ghazal MATCHES FOR "fil-asl"
Ghazal
KHud jis me.n kuchh na paayaa na auro.n ko kuchh diyaa
fil-asl aisii zindagii bekaar hii to hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
TuuTne par ko.ii aa.e to phir aisaa TuuTe
ki jise dekh ke har dekhne vaalaa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
phir use Dhuu.nDne niklii.n mirii bekal aa.nkhe.n
jaane kis mo.D pe jaa kar ho.n mukammal aa.nkhe.n
Riyaz Shahid
Ghazal
bujhne lage nazar to phir us paar dekhnaa
dariyaa cha.Dhe to naav kii raftaar dekhnaa
Ayub Khawar
Ghazal
ruup badlegaa phir us kaa chhal aur bhii
dekh ai dil sa.nbhal tuu sa.nbhal aur bhii
Abdur Rasheed Qamar
Ghazal
phir aas de ke aaj ko kal kar diyaa gayaa
ho.nTo.n ke biich baat ko shal kar diyaa gayaa
Sarwat Zehra
Ghazal
baKHshe phir us nigaah ne armaa.n na.e na.e
mahsuus ho rahe hai.n dil o jaa.n na.e na.e