SEARCH RESULTS
Showing search results for "firdaus-e-jahaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "firdaus-e-jahaa.n"
Ghazal
vo us kaa mujh ko dekhnaa bhii ik tilism thaa magar
mai.n aur ik jahaa.n pas-e-naqaab dekhtaa rahaa
Afzaal Firdaus
Ghazal
vo sair-e-gulistaa.n ko 'firdaus' jo aa jaa.e
muskaan kalii chaahe raftaar-e-sabaa maa.nge
Firdaus Gayavi
Ghazal
fidaa-e-ishq huu.n marne kaa Dar nahii.n 'firdaus'
mujhe Dubone samundar to saamne aa.e
Firdaus Gayavi
Ghazal
hazaaro.n gauhar-e-naayaab mujh me.n hai.n 'firdaus'
agar talab hai to aa kar kha.ngaal de mujh ko
Firdaus Gayavi
Ghazal
labo.n pe jis ke hai 'firdaus' mohr-e-KHaamoshii
yaqiin hai ki vo ik roz raaz kholegaa
Firdaus Gayavi
Ghazal
nairangi-e-jahaa.n kaa kahaa.n tak mushaahida
ai fursat-e-nigaah tiraa jii bharaa nahii.n
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
aa.nkho.n me.n sulagtii hu.ii vahshat ke jilau me.n
vo hairat o hasrat kaa jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ham se mil ke fitrat ke pech-o-KHam ko samjhoge
ham jahaan-e-fitrat kaa ik suraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ahl-e-jahaa.n ko mujh se adaavat hai kyaa karuu.n
ye tarz-e-intiqaam-e-mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
ab na badlegaa ko.ii karvaT jahaa.n mere liye
maut hogii baa.is-e-taskiin-e-jaa.n mere liye
Noor Jahan Begam Noor
Ghazal
bedaad-e-charKH ne go hame.n KHaak kar diyaa
teraa jamaal ziinat-e-bazm-e-jahaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
ye jaan kar bhii ki naa-mehrbaaniyaa.n ho.ngii
puraane shahr me.n sab mehrbaan chho.D aa.e