SEARCH RESULTS
Showing search results for "fitna-e-shar"
Ghazal MATCHES FOR "fitna-e-shar"
Ghazal
ham ne dekhaa hai bahut fitna-o-shar kaa manzar
dast-e-qaatil me.n uchhalte hu.e sar kaa manzar
Saeedullah Shad
Ghazal
ek ham hai.n jo rahe taaba-e-farmaa.n ho kar
ek tum ho jo abas fitna-o-shar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
aamaaj-gaah-e-fitna-o-shar hai vatan abhii
rahbar ke bhes me.n hai.n yahaa.n raahzan abhii
Khalish Barodvi
Ghazal
zabaan-e-shiirii.n dilo.n me.n fasaad-o-fitna-o-shar
ki baaz aa.e mohabbat kii guftuguu se ham
Dr. Naresh
Ghazal
kyuu.n sharaafat ko himaaqat kaa diyaa logo.n ne naam
fitna-e-shar KHair se mausuum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Ghazal
ab aslaha-saazii pe hai taaqat kaa tavaazun
ye fitna-o-shar ke liye saamaan bahut hai.n
Tarab Siddiqi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
unhe.n kaho ki bahut Dher shor-o-shar na kare.n
mai.n Dar gayaa to ka.ii roz muskuraa.uu.ngaa na.ii.n
Aal-e-Umar
Ghazal
lafz-e-shar to bashar me.n shaamil hai
kyo.n ho hairaa.n bashar me.n shar hai to
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
nek-o-bad kii jise KHabar hii nahii.n
shar hai kam-baKHt vo bashar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ham barq-o-sharar ko kabhii KHaatir me.n na laa.e
us fitna-e-dauraa.n ko magar dekh na paa.e
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
dekhaa kiye hai.n KHuub nasheb-o-faraaz-e-dahr
khelaa kiye hai.n fitna-e-shaam-o-sahar ke saath