SEARCH RESULTS
Showing search results for "fitnagarii"
Ghazal MATCHES FOR "fitnagarii"
Ghazal
hosh aate hii hasiino.n ko qayaamat aa.ii
aa.nkh me.n fitnagarii dil me.n sharaarat aa.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
har jalva ek daftar aashob-e-rozgaar
har Gamza ilm-e-fitna-garii kii kitaab thaa
Varis Kirmani
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
dikhaa dikhaa ke ma.aal-e-junuu.n kii fitnagarii
bashar ko rasm-e-muravvat sikhaa.ii jaatii hai
Laxmi Narayan Farigh
Ghazal
havas ne daam bichhaa.e hai.n har taraf 'faaruuq'
butaan-e-asr kii mujh se na puuchh fitnagarii
Bashir Farooq
Ghazal
Mohammad Khan Sajid
Ghazal
KHatm jis par hai duniyaa kii fitnagarii
chaahtaa huu.n usii bhole-bhaale ko mai.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
hamesha fitne hii barpaa kiye mire sar par
hu.aa ye aur to us fitna-gar se kuchh na hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
miltii nahii.n hai lazzat-e-dard-e-jigar mujhe
bhuulii hu.ii na ho nigah-e-fitnagar mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
fitnagar shauq se 'bahzaad' ko kar de paamaal
is se taskiin-e-dilii gar tujhe haasil ho jaa.e
Behzad Lakhnavi
Ghazal
zaKHm bahut mile magar aaj bhii hai uThaa.e sar
dekh jahaan-e-fitna-gar terii shikast 'amiir-imaam'
Ameer Imam
Ghazal
jo raat KHvaab me.n us fitna-gar ko dekhte hai.n
na puuchh ham jo qayaamat sahar ko dekhte hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Gam-e-jahaa.n ke fasaane talaash karte hai.n
ye fitna-gar to bahaane talaash karte hai.n