SEARCH RESULTS
Showing search results for "footpath"
Ghazal MATCHES FOR "footpath"
Ghazal
jin ke foot-paath pe ghar paa.nv me.n chhaale ho.nge
un ke zehno.n me.n na masjid na shivaale ho.nge
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
shahr ke footpath par kuchh chubhte manzar dekhnaa
sard raato.n me.n kabhii ghar se nikal kar dekhnaa
Saeed Akhtar
Ghazal
footpath pe leTe hai.n KHud apnaa badan o.Dhe
dhartii ke bichhaune par taaro.n kaa gagan o.Dhe
Neelu Megh Neelam
Ghazal
jin ke footpath pe ghar paa.nv me.n chhaale ho.nge
un ke zehno.n me.n na masjid na shivaale ho.nge
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
so jaate hai.n footpath pe aKHbaar bichhaa kar
mazduur kabhii nii.nd kii golii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
footpath par pa.Daa hu.aa diivaan-e-miir dekh
raddii me.n bikne vaale rasaa.il pe baat kar
Jabbar Wasif
Ghazal
karb un kaa ki jo foot-paath pe karte hai.n basar
kyaa samajh paa.e.nge ye raaj-gharaane vaale
Zia Zameer
Ghazal
Arsh Siddiqui
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
zindagii bikhrii hu.ii hai is tarah footpath par
bastiyaa.n aabaad hai.n aur log hai.n be-ghar tamaam
Aabid Adeeb
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
baarish me.n bhiigtii hu.ii la.Dkii ko kyaa KHabar
footpath par pa.Daa hu.aa chhaataa udaas hai
Imran Rahib
Ghazal
mai.n tere mahal kii taraf jab chalaa thaa
lipaTte the qadmo.n se footpath mere