SEARCH RESULTS
Showing search results for "frame"
Ghazal MATCHES FOR "frame"
Ghazal
tasviir me.n jo qaid thaa vo shaKHs raat ko
KHud hii frame to.D ke pahluu me.n aa gayaa
Adil Mansuri
Ghazal
ik frame me.n ja.De hu.e hai.n dono.n ek saath
mai.n sar jhukaa.e aur vo KHanjar liye hu.e
Armaan Jodhpuri
Ghazal
dilkash mujhe banaayaa musavvir ne jaane kyo.n
jo bandisho.n ke frame me.n har dam ja.Dii rahii
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
vo mulaaqaat mirii jaan kuchh ik pal kii sahii
us kii tasviir ba.De frame me.n banvaa.ii hai
Sanju Shabdita
Ghazal
jaise ki ik frame ho tasviir ke baGair
ham-KHvaab dekhte rahe ta.abiir ke baGair
Syed Anwar Ahmad
Ghazal
tiraa nishaana huu.n mai.n tiir ban ke mujh me.n aa
mai.n ik frame huu.n tasviir ban ke mujh me.n aa
Danish Asari
Ghazal
aate dino.n me.n jis kaa havaala na ban sake.n
maazii ke us frame se baahar lagaa hame.n
Adil Hayat
Ghazal
laTak rahaa hai jo manzar frame ke andar
mujhe vahii.n KHas-o-KHaashaak me.n dariicha milaa
Aun Abbas Aun
Ghazal
aah ye majma-e-ahbaab ye bazm-e-KHaamosh
aaj mahfil me.n 'firaaq'-e-suKHan-aaraa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hamaare zaKHm-e-tamannaa puraane ho ga.e hai.n
ki us galii me.n ga.e ab zamaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
almaarii se KHat us ke puraane nikal aa.e
phir se mire chehre pe ye daane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
daaG-e-firaaq-e-sohbat-e-shab kii jalii hu.ii
ik sham' rah ga.ii hai so vo bhii KHamosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
faraaz-e-'arsh se TuuTaa hu.aa ko.ii taara
kahii.n se Dhuu.nD ke laa.o ba.Daa a.ndheraa hai