SEARCH RESULTS
Showing search results for "freezer"
Ghazal MATCHES FOR "freezer"
Ghazal
nigaah-e-dost salaamat ki faiz-e-girya se
bahut guhar hai.n mire daaman-e-tahii ke liye
Nushur Wahidi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
hu.e faiz-e-mai-kada se sabhii faizyaab lekin
jo Gariib tishna-lab the vahii jaam tak na pahu.nche
Kaleem Aajiz
Ghazal
faiz-e-saaqii kii ajab dhuum hai mai-KHaano.n me.n
har taraf mai kii talab maa.ng hai paimaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
arbaab-e-KHirad laakh subuk-gaam ho.n lekin
be-faiz-e-junuu.n raah-e-talab paa nahii.n sakte
Shakeel Badayuni
Ghazal
faiz-e-nigaah-e-rahbar-e-kaamil kaa hai asar
'saaqii' hai mahv taa.at-e-rabb-e-vaduud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ba-faiz-e-be-dilii naumiidii-e-jaaved aasaa.n hai
kushaayish ko hamaaraa uqda-e-mushkil-pasand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hai ye barsaat vo mausam ki ajab kyaa hai agar
mauj-e-hastii ko kare faiz-e-havaa mauj-e-sharaab
Mirza Ghalib
Ghazal
'anjum' janaab-e-miir kaa ye faiz-e-KHaas hai
ham ne bhii apne dard ko manzuum kar diyaa
Anjum Barabankvi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
dil kiye tasKHiir baKHshaa faiz-e-ruuhaanii mujhe
hubb-e-qaumii ho gayaa naqsh-e-sulaimaanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
qadam ko faiz-e-junuu.n se vo hausla hai nasiib
jo KHaar-e-raah ko bhii sham-e-rahguzaar kare
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
vaqaar ghar kii tavaazo hii par nahii.n mauquuf
ba-faiz-e-shaa.irii baahar bhii aabruu hai bahut
Zafar Iqbal
Ghazal
haa.n mujh pe faiz-e-'miir'-o-'firaaq'-o-'nadiim' hai
lekin tuu ham-suKHan mujhe itnii havaa na de
Aslam Ansari
Ghazal
raushan-zamiir hai.n ye tire KHaaksaar-e-ishq
rakhte hai.n faiz-e-ishq se nuur-o-safaa-e-qalb