SEARCH RESULTS
Showing search results for "freezer"
Nazm MATCHES FOR "freezer"
Nazm
frizer mein rakkhi sham
biite dino.n ke freezer me.n rakh aayaa huu.n
jab tum apnii guzrii shaamo.n ke paT khologii
Nomaan Shauque
Nazm
KHak-e-hind
ai KHaak-e-hind terii azmat me.n kyaa gumaa.n hai
dariya-e-faiz-e-qudarat tere liye ravaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jashn-e-id
ba-faiz-e-'iid bhii paidaa hu.ii na yak-ra.ngii
ko.ii maluul ko.ii Gam se be-niyaaz rahaa
Shakeb Jalali
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
rahm aa gayaa huzuur ko haalat pe qaum kii
phir kyaa thaa maujzan hu.aa dariyaa-e-faiz-e-aam
Akbar Allahabadi
Nazm
mufahamat
jo yaadgaar the baaham satiiza-kaarii kii
ba-faiz-e-vaqt vo daaman ke chaak sil hii ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
ishrat-e-tanhai
aam ab faiz-e-mai-o-saaqii-o-mai-KHaana ho
ri.nd huu.n aur jigar-gosha-e-ri.ndaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
mohammad aur alii kaa hai faiz-e-ruuhaanii
ki un kaa naam jahaa.n me.n rahegaa laa-faanii
Syeda Farhat
Nazm
mir
bazm-gaah-e-husn me.n ik partav-e-faiz-e-jamaal
said-gaah-e-ishq me.n hai ek said-e-KHasta-haal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
wed
faiz-e-qudrat se jo taqdiir khulii aalam kii
saahil-e-hind pe vahdat kii tajallii chamkii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
KHanjar talash karta hai
pa.e najaat vatan me.n ba-faiz-e-aazaadii
shariif aadmii KHanjar talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
watan
bahut aziiz hai mujh ko vatan aziiz vatan
mire vatan me.n hai gautam kaa faiz-e-ruuhaanii