SEARCH RESULTS
Showing search results for "fuzuul"
Ghazal MATCHES FOR "fuzuul"
Ghazal
karte hai.n jis pe ta.an ko.ii jurm to nahii.n
shauq-e-fuzuul o ulfat-e-naakaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
gila fuzuul thaa ahd-e-vafaa ke hote hu.e
so chup rahaa sitam-e-naa-ravaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
KHayaal aayaa hai ab raasta badal le.nge
abhii talak to bahut zindagii fuzuul kii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
tark-e-duniyaa kaa ye daavaa hai fuzuul ai zaahid
baar-e-hastii to zaraa sar se utaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
bin maa.nge mil rahaa ho to KHvaahish fuzuul hai
suuraj se raushnii kii guzaarish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
fuzuul vaqt me.n vo saare shiishagar mil kar
suhaagano.n ke liye chuu.Diyaa.n banaate the
Liaqat Jafri
Ghazal
tum fuzuul baato.n kaa dil pe bojh mat lenaa
ham to KHair kar le.nge zindagii basar tanhaa
Javed Akhtar
Ghazal
muhiit karne kii koshish fuzuul hai mujh ko
nadii kaa chhor nahii.n huu.n mai.n bahtaa dariyaa huu.n
Aabid Adeeb
Ghazal
ye umr-bhar kaa jaagnaa be-kaar hii na jaa.e
to naa.n milaa to saarii riyaazat fuzuul hai
Wasi Shah
Ghazal
ab shukr naa-qubuul hai shikva fuzuul hai
jaise bhii ho ga.ii basar-auqaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye ik shajar ki jis pe na kaa.nTaa na phuul hai
saa.e me.n us ke baiTh ke ronaa fuzuul hai
Shahryar
Ghazal
machalte paanii me.n uu.nchaa.ii kii talaash fuzuul
pahaa.D par to ko.ii bhii nadii nahii.n jaatii
Fazl Tabish
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
us lab se mil hii jaa.egaa bosa kabhii to haa.n
shauq-e-fuzuul o jur.at-e-rindaana chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
fuzuul aa ga.e sahraa se shahr me.n ham log
vahaa.n pe KHaak u.Daate the mauj karte the
Varun Anand
Ghazal
in pattharo.n ke saa.e me.n ruknaa fuzuul hai
be-barg-o-be-samar hai.n ye kohsaar dekhnaa