SEARCH RESULTS
Showing search results for "gale-baazii"
Ghazal MATCHES FOR "gale-baazii"
Ghazal
mai.n to engine kii gale-baazii kaa qaa.il ho gayaa
rah ga.e naGme hudii-KHvaano.n ke aisii taan lii
Akbar Allahabadi
Ghazal
kis kaa ye ghar banaa hai kis kii galii banii hai
ham to abhii ga.e the phir ye kabhii banii hai
Jawwad Syed
Ghazal
qayaam me.n bhii kisii raah par ravaana thaa
miraa mizaaj azal se musaafiraana thaa
Mohsin Changezi
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
'bazm' is dil kaa buraa ho chhin ga.e sab iKHtiyaar
bandagii bechaargii ab apnii qismat ho ga.ii
Bazm Ansari
Ghazal
zamaana itnaa bhii naa-qadr-o-naa-shanaas na thaa
jo 'bazm' ko.ii ba.Daa kaam kar ga.e hote
Bazm Ansari
Ghazal
vo jaa.n-nisaarii-e-baaham vo paas-e-ahd-e-vafaa
vo log 'bazm' kahaa.n kho ga.e KHudaa jaane
Bazm Ansari
Ghazal
Gam-e-jahaa.n kaa bhii kuchh haq hai 'bazm' Gaur karo
tamaam 'umr Gam-e-zaat ho to kaise ho
Bazm Ansari
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
yak-ba-yak hogii siyaahii is qadar jaatii rahii
kyaa kahe.n goyaa siyaahii yak sar-e-muu bhii na thii